Passport Size Photo Kaise Banaye: School, College aur Noukriyo me form bharte samay usme bahut hi kam size ka photo chahiye hota he. kafi log apne photo ki size choti karne ke liye kuch Software or tool ka use karte he lekin usme aapke photo ki quility kharab ho jati hai, wajah yah he ki in software ko istemal karne ka tarika pata nahi hota. Kai log isko banwane ke liye photo studeo ya collor lab me jate hai. Ye sab log photoshop se ya kisi aur software ka istemal karte hai, unko in software ka expreance hota hai jisse wo quality ke sath badiya photo ko passport size me bana kar dete hai.
to me aapko batata hu kese hum free me passport size photo banakar uski size choti kar sakte hai 1 minute me.
Agar apke ghar ya office me printer hai to apko isse banane ke liye kisi ke pass nahi jana padega or na hi kisi tarah ke anubhaw ki jarurat hai. bas apko printer se print nikalne ki jankari pata hona chahiye, Aur aap easy tarike se aur sahi stendra size me ek shit par teyar kar ke bana sakte hai. Internet par kuch web tools ke jariye hi aap free me ek click par yah kar skate hai, kisi bhi akaar ka ke ID photo printing ke liye teyar karne ka online tarika aiye jane ye kaise hoga.Isko Bhi Padhe
Passport Size Photo Kaise Banate Hai.
isko online banane ke liye, jo steps bata raha hu usko follow kare.
Step 1.
Sabse pahle http://online-passport-photo.com ko open kare
Jo page khulega usme setting karni hai.
- Setup for your cuntry:- India salect kare
- Custom sizes:- Photo size 35×45, Sheet 150×110 choose karna hai.
Image ko Square ki help se set kare, phir Crop ke Button pe click kare or agli step me jayeIsko Bhi Padhe
Apka passport size photo ban gaya hai, jisko aap chahe to Download file par click karke computer me save kar sakte hai ya fir Receive by email pe click karke apne email me direct pa sakte hai.Yah kuch is tarah dekhega:-
Isko Bhi Padhe
sir ji apne to bahut mast most likhi hai