• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

Janiye Whatsapp Contact Sharing Policy Kya Hai?

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Hum apne whatsapp contact number list ko sabhi se chhupa ke rakhte hai. Koi nahi chahega unke messageing privacy aam logo se share ho. Facebook ke founder Mark Zuckerberg ne Mobile Messageing Application Whatsapp ko kuch samye pahle hi 19 Arab Ameriki Dollar me kharida tha. Tab logo ke samjh nahi aa raha tha ki facebook ka plane kiya hai.

Whatsapp Contact Sharing Policy Ki Jankari

Facebook ne jo tark diya tha uske mutabik aisa isliye kiya ja raha hai taki “hum duniya ke aur adhik logo ko facebook se connect kar sake”. Par ab facebook ne apni nayi vgyapan policy lagu ki hai, jisme user khud aur apke facebook se whatsapp contect ko share kiye jayenge. Iske liye facebook ka kahna hai ki hamare user ko ko unki jarurat ke hisab se sahi se vigyapan mil sake.

Contents

  • 1 Facebook Ki Nayi Whatsapp Contact Number Sharing Policy Kiya Hai?
    • 1.1 Kaise RokeWhatsapp Contact List Ko Facebook Me Jaane Se?
    • 1.2 Whatsapp Contact Number Facebook Par Jane Se Rokne Ka Tarika
      • 1.2.1 Method 1: Don’t Accept Whatsapp Notification
      • 1.2.2 Method 2: Cancel Whatsapp Policy

Facebook Ki Nayi Whatsapp Contact Number Sharing Policy Kiya Hai?

Whatsapp me ek new notification Whatsapp Alert ke name se show ho raha hai.

Are you sure don’t want to use your whatsapp account information to improve your facebook adds and products experiences? if youtap “don’t share” , you won’t be able to change this in the future.

CANCEL DON’T SHARE

Is policy ke dwara usres se puchh raha hai ki “kiya aap apne Contact Number Share karna chahte hai ya nahi?” 30 Day ka time diyaja raha hai.

Lekin dikkat yah hai ki yah Whatsapp Alart bahut chote sabdo me likhi hui hai. Aur log isko bina pade aur samjhe hi accept kar rahe hai.

Agar apne bhi galti se is new policy ko bina padhe svikar kar liya hai to isse bahar ane ka tarika bata raha hu, taki apka aur apke friends ke whatsapp contact list facebook par share na ho sake.

Kaise RokeWhatsapp Contact List Ko Facebook Me Jaane Se?

Agar aap whatsapp ki nayi contact number sharing policy se parsan hai ya apne ye policy jane anjane me accepat kar li hai to is problem se chutkara pane ka sahi tarika hum bata rahe hai. Ise follow kar ke contect numbero ko FB par share hone se rok sakte hai.

Whatsapp Contact Number Facebook Par Jane Se Rokne Ka Tarika

Iske liye whatsapp ki setting me jakar kuch changes karne honge, aur ek click par apki yah paresani dur ho jayegi. Iske do tarike hai jo me bata raha hu.

Method 1: Don’t Accept Whatsapp Notification

  • WhatsApp App par is policy ko lekar ane wale notification ke Accept Option par click na kare.
  • Company iske liye 30 din ka samye de rahi hai iske bad yah notification autometic show hona band ho jayega.

Method 2: Cancel Whatsapp Policy

Agar apne yah policy accept kar liya hai to Ise cancel kar ke bacha ja sakta hai. Iske liye apko whatsapp ki setting me jakar kuch setting ko badlna hoga.

  • Sabse pahle Whatsapp ki Setting me jaye, aur Account ke option par click kare.
  • Sabse niche Read More ka option hoga click kare, wha apko Accept click ko unclick karna hai.
  • Jaise hi Accept ko unclick karenge aap is policy se bahar nikal jayenge.
  • Iske baad aapke All contect number kabhi bhi FB ke sath share nahi kare jayenge.

Note – “ho skta hai ki yah policy apke whatsapp app par abhi nahi aa rahi hogi. par jub bhi apka whatsapp updet hoga yah policy dikhne lagegi. isliye koi bhi terms and policy accept karne se pahle padhe jarur”

Whatsapp Contact Sharing Policy se Facebook par Number Jane se Rokane ki Jankari apko kaisi lagi ya agar apko kuchh puchna hai to comment jarur kare. Apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi.

Ye Bhi Padhe :-
  • Free Antivirus Android Mobile Ke Liye Kaise Download Kare.
  • ATM Card Debit Card Aur Credit Card Me Antar Kya Hai?
  • Dukan Ke Liye Loan Kaise Le – Loan Lene Ka Tarika.
  • WhatsApp Message Ka Auto Reply Kaise Set Kare.
शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

आपको ये भी पढना चाहिए
Whatsapp Se Video Calling Kaise Kare – Puri Jankari in Hindi
Deleted Whatsapp Messages Recover कैसे करे Top तरीके
Whatsapp Chats Data Ko Purane Se New Phone Me Transfer Kaise Kare?

About Dharmendra Kumar

हेलो दोस्तों Digital New Hunt में आपका स्वागत है। इस वेबसाइट से मैं उन लोगो की हेल्प करता हु, जिनको इंग्लिश कम आती है। फिर भी वो लोग इंटरनेट पर कुछ सीखना चाहते है जैसे की इंटरनेट से पैसे कमाने के तरीके, अपनी फ्री वेबसाइट बनाना या किसी प्रकार की हेल्प। मेरे बारे में और ज्यादा जानने के लिए क्लिक करे ..... Read More

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।