• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

Twitter Kya Hai or Twitter Par Apna Account Kaise Banaye

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Aaj ke time me sabhi log mobile ka use karte hai. or 90% log internet par active rahte hai. Aap net ke jariye bahut kuch kar sakte hai. Logo me sabse jayda popular agr kuch hai to wo social network sites hai. Facebook, Google or twitter jaisi site se aap friends ya apne chahne walo se connected rah sakte hai. Mene apni pichli post me facebook account banana or fb id ko facebook page me convert karne ke bare me bataya tha. Aaj apko bataunga ki kaise twitter par account banante hai.

twitter kiya hai twitter par account kaise banaye

Twitter Kya Hai aur Twitter Par Apna Account Kaise Banaye?

Twitter ek social networking website hai. Isko March 2006 me Jack Dorsey ne banaya tha. Yah sabhi social networking sites se alag hai. Isme aap 140 sabdo me apna message likh kar share kar sakte hai, jisse tweet kahte hai.

Agar apka is par account hai to aap tweet bhi kar sakte hai. Aur aap jis jankari me interest rakhte hai usko janne ke liye apko bas usse follow karna hota hai. Par agar apne account nahi banaya to bas dusro ke tweet ko pad sakte hai.

Apka koi blog ye website hai to twitter profile page banane ki step by step jankari pata honi chahiye. aur Kisi bhi social sites par message ka autometic repply aap set kar sakte hai. ye me pahle hi bata chuka hu ki ye kaise hota hai. Yaha twitter me new account banane ke bare me puri details de raha hu taki apko account create karne me koi dikkat na ho.

  • Free Blog Website Kaise Banti Hai Janiye Puri Process 
  • Mobile Se Projector Kaise Banega Or Parde Par Video Kaise Chalate Hai Jaane

Twitter Account Kaise Banaye in Hindi

Account banane ka jo tarika bata raha hu usko achhe se samajh kar follow kare.

Steps

Sabse pahle https://twitter.com/ par jakar Sing up par click kare.

Sing up Twitter Account

Sing up ka ek form khulega usme apko apni details bharni hai.

Create New Twitter Account

  1.  Apna name likhe.
  2. Phone number ya email address daale. Yha jo process bata raha hu usme hum email id use karke account bana rahe hai.
  3. Account login ke liye jo password rakhna chahte hai wo daale.
  4. Details complate karne ke baad Sing up ke button par click kare.

Ab next step me apko apna mobile number enter karna hai.

Enter Your Phone Number

  1. Isse india hi rahne de.
  2. Apna phone number enter kare.
  3. Ab Next par click kare.
  4. Skip par click karke aap is step ko pura kiye bina bhi aage ja sakte hai.

Ab jo page open hoga usme apka account locked rahega. unlocked karne ke liye apko apna phone number verify karna hoga iske liye Start par click kare.

Verify Twitter Account

Ab jo step ayegi usme apko fir se apna number add karna hai. Yaha wahi number add kare jo apke pass ho kiyu ki twitter se apke mobile se ek call ayega usme account verify karne ka code bataya jayega.

Twitter Kya Hai in Hindi

  1. Country select kare
  2. apna phone number daale.
  3. Call me ke button par click kare.

Ab apke phone par twitter se ek call ayega jo unknown show hoga usko receve kare. Apko usme ek code bataya jayega usko note kar le.

Jo next page open hoga usme verification code daal kar Submit ke button par click kare.

Enter Vrification Code

Ab apka twitter par account ban gaya hai or unlock bhi ho gaya hai. Jo page aaya hai usme Continue to twitter par click kar ke apne account me ja sakte hai.

Your Twitter Account is Unlocked

Ab apka account to ban gaya hai ab apko twitter kaise chalate hai isme apni profile photo lagana hai or tweet kaise karte hai iske bare me janna hai.

Twitter Account

  1. Yaha click karke select karke upload photo kare.
  2. Yaha se aap tweet kar sakte hai.
  3. Yah search option hai isme type kar ke aap kisi ki bhi twitter par id find kar sakte hai.
  4. Aap yaha par bhi click karke apni profile image laga sakte hai.
  5. Yaha apko kuch famous logo ki profile id dikhai jayegi aap isko follow kar sakte hai.
  • Apne Friend Ka Wtsapp Profile Photo Kaise Change Kare 1 Minute Me
  • 3G Phone Me Jio Sim Kaise Use Kare

Ab apki twitter id complate teyar ho gai hai. Aap apne dosto ya jis subject me interested hai usko follow kare. Isme apko amitabh bachchan jaise famus logo ka bhi account mil jayega.

Apko twitter par account banana aa gaya hoga. Agar kuch puchna chahte hai to comment kare apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi. Is post ko apne dosto ke sath or facebook par share karna na bhule. Nai nahi trick ko apne email par pane ke liye is site ko suscribe jarur kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

आपको ये भी पढना चाहिए
FAU-G Game क्या है? जानिए अक्षय कुमार के फौजी गेम के बारे में पूरी जानकारी

About Dharmendra Kumar

हेलो दोस्तों Digital New Hunt में आपका स्वागत है। इस वेबसाइट से मैं उन लोगो की हेल्प करता हु, जिनको इंग्लिश कम आती है। फिर भी वो लोग इंटरनेट पर कुछ सीखना चाहते है जैसे की इंटरनेट से पैसे कमाने के तरीके, अपनी फ्री वेबसाइट बनाना या किसी प्रकार की हेल्प। मेरे बारे में और ज्यादा जानने के लिए क्लिक करे ..... Read More

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।