Android mobile root kaise kare without pc: Sabhi apne android phone me tarah tarah ke Apps or Game use karte hai. par kuchh apps or game sirf Rooted mobile phone me hi istemall kara ja skta hai iske liye phone ka root kiya hona jaruri hai. Smartphone ko root karne se extra feature or changing aa jate hai. Apne tarike se phone customize kar sakte hai. Phone ke jad “root” file tak ja kar kuchh bhi edit kar sakte hai, Koi bhi high level application,game or software install kiya ja sakta hai. Matlab ki phone kapura control aapke hath me aa jata hai. Aaj aapko android mobile root kaise karte hai without pc iska tarika batata hu.
Android Mobile Rooting Ka Matlab Kiya Hota Hai
Smart-phone root ek experimental tarika hai. Phone rooting karne ka matlab phone ke OS tak pahuch kar usme man chahe changes karna hai. Root ke dwara phone ka interface, locking, system, pree installed app yani ki pahle se installed app ko apne hisab se set, change ya delete kar sakte hai. Smart phone me OS yani android ka software install huaa rahta hai root se uski jagah custom android dalte hai. Yah thik usi tarah hai jaisa PC me window dalna hai.
Android root karne ke fayde hai to iske kuch nuksan bhi hai jiske bare me jankari hona jaruri hai. yaha me phone root ke advantage or disadvantage bata raha hu. Aap jub bhi apna phone root kare iska fayda or nuksan ka dhyan rakhte hue root kare.
Android Mobile Root Karne Ke Advantage
- Aap apne phone me kuchh bhi coustmize kar sakte hai.
- Kisi bhi app, game ya software ko phone memory se SD card me move kara sakte hai.
- Agar aapki phone ki internal memory ya RAM kam hai to isko badha sakte hai.
- Root karne ke bad pahle se installed apps ko uninstall ( delete ) kar sakte hai.
- Rooted phone ka performance or battery life achhi ho jati hai
Android Mobile Ko Root Karne Se Disadvantage
- Root karte samaye kuch bhi mistake ho gaya to aapka phone dead ho sakta hai, yani ke kabhi on nahi hoga.
- Yah illegl method hai. koi bhi company root karne allow nahi karti. Agar aapka new phone warranty period me hai to iski warranty khatam ho jayegi.
- Phone root hone par google wallet app kabhi install nahi hoga.
- Ek bar root root karne ke bad OTA process se update nahi kar sakte. Par zip file use karne se android update ho jauega.
Android Mobile Bina PC Root Karne Ke Liye Important Tips – Jaruri Bate
- Mobile ki minimum 80% charge kar le. Agar cell root karte wqt off ho gaya to kharab ho sakta hai.
- Phone ka backup jarur bana le or pc me save kar de.
- Root karne se pahle Phone me unkown source enable kare. Iske liye Setting>>Security>>Unkown Source par jaye.
Without PC Android Mobile Root Kaise Kare
Bina computer android phone Ko apne hi phone se root karne ka tarika bahut aasan hai. Phone se android root karne ke liye hame bas apne phone me ek app Kingo Root download kar ke install karna hai. Without computer mobile se android root kaise kare iski puri step dekhe ki kaise karte hai, kiya kare.
Bina Computer Android Mobile Root Karne Ka Tarika
Step 1. Sabse pahle apne android phone me King Root Apps download kare Or install kare….. King Root Apps download karne ke liye yaha click kare.
Step 4. Root ke option par click karne par aapke android phone ki rooting ki process % ke roop me chalu ho jayegi.
Step 5. Jub ye rooting ki process complete ho jayegi to aapka android root ho chuka hoga. Or aapka phone ek bar reboot hoga.
- Phone me ek sath 2 whatsapp use karne ka tarika
- In khas app’s ki madad se apne phone ko banaye supar fast
mera android lava 414 root nahi ho pa raha hai sabhi app use kar chuka hu
mera sir whatsop n.7786886762
Ok apke mobile lava 414 root karne ka tarika jaise hi milega aapse contect karunga
King root se mobile roote krne par koi data
to loss nhi hoga n jaise contact num other msgs WhatsApp msgs ya kuch b plz tell me
Nahi hoga, Fir bhi aap root karne se pahle phone ka backup bana le
bhai mera to fhone root hi nhi ho raha bhai verify nhi ho raha plzzz help
Aap koi or app ya software use karo mobile root karne ke bahut sare apps hai jiski jankari apko yaha milegi……… http://www.digitalnewhunt.in/2016/05/best-top-root-apps-for-android.html
bhai mera to fhone root hi nhi ho raha bhai
verify nhi ho raha plzzz help
Mera mobile galaxy j5 model SM-j500f h root nhi ho raha h king root se or ye mob update h marshmallows pr last update j500fxxuiBPG5/ hai isko kaise without pc root kre please help me
kuch phone ko root karne ki permission nahi hoti hai fir bhi aap yah link ….http://www.digitalnewhunt.in/2016/05/best-top-root-apps-for-android.html open kar ke root karne ka alag alag software ki jankari le sakte hai or try kare Agar iske bad bhi root nahi huaa to mujhe bataye me koshis karta hu
Sir.. root karne par mobile ke dead hone ke chance kitne percent hoti hai….?
Abhi tak root karte wqt phone kharab hone ki koi baat samne nahi aai hai, Phir bhi sabhi process ache se samajh kar apna phone root kare.
Kongo root karne k bad net chala k rakhna h kya….
net chala ke rakhna jaruri nahi hai
Sir kya android 4.2.2 hai to yah badh bhi sakta hai
update kar lo bad jayegi
Sir mere phone me kuch b kfne jao to adds k pure page khul mate hai I m partesan
Ek minutes kuch kr n Santa issue nijad panhe ka rasta bataee
Thanks
aap kiya puchna chahte hai me samajh nahi paa raha, thoda details me batwo
era mobile updaten nahi hota hai kyo ki jab mai seting me jata hu aursystem update pe click karta hu to chek for update ka option deta hai uspe click karne ke bad koi option nahi deta hai koi upaye batai
abhi apke phone ke liye koi update nahi hai.
Bhai mera phone reset krthe time off ho gya hea ab on nhi ho rha hea plz koi tips do jobo on ho jaea plz help me my number 9758013745
plz Bhai plz help me
Mera phone intex aqua power 4g (6.0 marshmallow )hai. Me ise root karne ke kosis ke lekin koi bhi app kam nhi aai
I used king root,farma root, universal root, in teeno apps se root karne ke kosid ke lekin 70% hote he failed root show msg popup hota hai me kya karoon plz rply
root karne se pahle aap apne phone ko hard reset kar lo.
mere pass Samsung galaxy j1 hai wah root nahi hota hai v 4.4.4 l kitkat plz koi upaye btaona
problem kaha aa rahi hai??
sir Maine root kiya tu successful likh diya par Robert nahi huaa ka o sahi hai
apka mobile root ho gaya hai.
mera mobail root nahi ho raha h
tumara konsa mobile hai???
Hlo sir mera que h ki koi hacker kisi ka phone liye bina uski all details nikal skta hai mean call details,call recording, whatsapp massage,n all that ple help me n esa hota h to m kya kru
bina apka phone liye wo aisa nahi karta……ek baar to hacker ko apka phone chahiye hi hoga.
mere phone ka WiFi khulta hai nahi likhta Erore
apne phone ko ek baar reset kar lo.
Kiya mai intex aqua r3+ 4.2.2 ko is app se Root kar sakta hu
Such a nice written article about how to root android phone. Thanks for sharing. Keep it up the good work z