Dosto agar aap Reliance Jio Sim ko kharidne ke bare soch rahe hai to Jio SIM Card kaha se kharide aur iske liye kon kon se document ki jarurat hai. Aaj is post me apko jio sim kaise paye ki puri jankari bata raha hu. Yah to aap jante honge ki Reliance jio ko kisi bhi 4G smartphone mobile me free internet aur voice calling use kiya ja sakta hai. abhi kuch samye pahle hi Reliance ki new Technology 4G Network aai hai. Agar aap chahe to 3G phone me bhi jio sim use kar sakte hai iska tarika me pahle bata chuka hu.
Jio ke customer jio 4G service free me 31/03/2017 tak istemaal kar sakte hai. Aise me abhi jio sim lene se fayeda hai, kyu ki jub tak happy new year offer ka free plan chalega apka ek bhi paisa nahi lagega.
Reliance Jio Offer se aap free 4G Internet chalane ke sath sath unlimited call aur massage ka bhi March 31 tak fayeda utha sakte hai. App india me kahi bhi ho Gujarat, Orrisa, Mumbai, Delhi, Kolkata, Bangalore, Tamil Nadu, Andhra Pradesh, Kerala, Rajasthan , Uttar Pradesh, Karnataka, Bihar and Madhya Pradesh ..etc. bas apke pass ek 4G LTE supported mobile phone hona chahiye, agar hai to aapko bhi reliance 4G sim muft me chalane ke liye milegi.
Reliance Jio Sim Kaha Se Kahride ?
Yah in jagah par available hai. Aap inme se kahi se bhi isko kharid sakte hai.
- Reliance Digitl Stores
- Reliance Digital Express Mini Stores
- Selected retail stores
Jio Sim Lene Ke Liye Requird Document ?
Jio 4G Sim ke liye apke pass niche diya gaye document hona chahiye warna aap yah nahi le sakte hai.
- Aadhar Card, Address proof ya ID card inme se koi ek
- Passport photo
- Bar Code
Reliance Jio Sim Card Kaise Paye.
Apko jio sim kharidna hai to, ye step follow kare.
Step 1.
Sabse pahle apne Android phone me Reliance jio official website par jakar ya Play Store se apps install kar ke Bar Code generate kare aur uski ek photo copy nikale.
Step 2.
Bar code, jaruri document aur apne phone ko lekar najdeeki Jio Store par jaye aur waha ke Employee ko phone dikha kar unse 4G Jio Sim mange.
Step 3.
Apko ek farm diua jayega usko bhare aur uske sath Apni 2 Photo aur Ek ID Proof ki photo copy ko submit kare, aur apka phone mangne par unke hand over kare.
Step 4.
Ab Reliance Jio store wale apke phone ki IMEI aur Mobile ka Model Number note kar lenge. Iske bad saare process complete karne ke baad aapko nayi Reliance Jio ki Sim de diya jayega, 24 Hours me sim activate ho jayegi. sim chalu hone ke baad verify karwa ke free 4G fast Internet Use kar sakte
thanx Aarohiji
Nice post Sir me aapke hur post ko read karti hu ! aapka blog vakahi me kafi accha hai like my blog 😉 Anywase thank you for sharing this article |
bro aap pls mujhe mere email par side bar widget ko stick karne ke coding send kar digiye.. or aapke blog me side me related post ki widget jo aati hai uski coding bhi send kar digiye.. or jeh bhi bta digiye ki in code ko lgana kha hai.. or mujhe aapse kuch personal baat karni hai, kya aap mujhe apna whatsapp no de sakte hai. agar ha to use bhi send kar digiye.. thnks
Bhai aap pahle apna email address mujhe send karo tabhi me apki help kar paunga.
mujhe admin@digitalnewhunt.in par ek mail bheje ya phir aap contect par jakar mujhe apni email bataye
bro aap pls mujhe mere email par side bar widget ko stick karne ke coding send kar digiye.. or aapke blog me side me related post ki widget jo aati hai uski coding bhi send kar digiye.. or jeh bhi bta digiye ki in code ko lgana kha hai.. or mujhe aapse kuch personal baat karni hai, kya aap mujhe apna whatsapp no de sakte hai. agar ha to use bhi send kar digiye.. thnks (sry me apna email batana bhul gya tha, my email is: officialfuturetricks@gmail.com)
Deepak
Aap apna mail chak karo
bro mene apna mail check kar lia hai. aap bas ab coding send kar degiye…
Very nice post ! thanks for sharing this post ! finay finally i gotted jio ! !
₹99 KE recharge karne KE bad incoming and outgoing KE service 12 mahene tak rahenge
₹99 KE recharge karne KE bad incoming and outgoing ki service 12 mahene tak rahenge par apko hrmahine 303 ka recharge karwana hoga
Sir mai free internet kaise chalayen
Airtel sim me aur idea me
Sir Aap ke bataye gaye trick sach me
Very fantastic hai hai
sir please Aapna gmail address de dijiye
Gmail- mayankmayank920@gmail.com
Sir Aap mere gmail me Aapni trick send kar dijiye
Thanks sir
Sir PC me mobaile ke apps kaise use kar sakte hai
mera gmail address
mayankmayank920@gmail.com
me trick send kar dijiye
Thanks sir
Sir mera mobile 3G hai kya isme reliance 4G ka sim chal sakta hai
Modal – micromax A106
hai
Gmail- mayankmayank920@gmail.com