Animation banane ka Softwear bahut sare aapko internet par mil jayege jiski madad se ap yah kar sakte hai. par inka use karne se pahle inko Download karna padta hai, iske bad computer me me inko install karna padta hai. par hum yaha bat kar rahe hai simple tarike se animation kaise banaye. Dosto me jo Animation banane ki Trick bata raha hu ye bahut esy way hai, apke pass iske liye ek laptop Computer or Internet Connection hona chahiye.
Image Ko GIF Animation File Kaise Banate Hai
Step 1.
me ek ke bad ek dikhana chahte hai.
Step 2.
Step 3.
Ab jo page open hoga usme Upload Image ka option par click kare. popup window khulega.
Image ko upload karne ke liye un sabhi Image ko ek sath salect kare jiska GIF Animation banana hai.
- Airtel se apni phone call statement kaise nikale
- Android ke liye paise wale app aur game free me install kare
Step 4.
- Preview – Aap yaha banye gaye gif file ka demo dekh sakte hai
- Canvas size of GIF or Video – Isme Gif Animation ka size set kar sakte hai.
- Animation speed – Aap gif ki speed set kar sakte hai.
Step 5.
Puri Setting karne ke bad Create GIF Animation ke tab par click kare, Phir uske bad Download The Gif ka ek option dikhega usme click karke Animation ki GIF File download kar le.
Isko Bhi Padhe
Helo
Bahut hi achhi tarah se btaya hai Bro aapne
Thanx Sant Lal bro.
Sir, aapne bahut hi simpal trike se bta diya .Ab hum apni gif image aasani se bna skte hain.
Thankyou sir g batane ke liye
Good work bro