Hello Dosto Namskar…. Aaj hum is article me jange ki paytm ka password forgot/reset Kaise Kare. Mene paytm par kai post ki hai. jaise Account banana, wallet me mony add karna aur wallet se money bank me transfer karna. inko padkar logo ko kafi madad mil rahi hai. Par kabhi hum paytm login password kho de to password reset/recover Kaise Kare iske bare me aap is post me jaan sakte hai.
Hum sabhi jante hai ki not bandi ke baad se hi hamari goverment ne chaseless transctaion ko badawa diya hai. Aise me logo ke samne paytm wallet ek achha viklp ban kar aaya hai. Iski madad se bahut sare jaruri kaam assani se kar lete hai. Jaise movie teket book karna, online shoping ya online mobile recharge karna. ummid karta hu ki apka bhi ek ispar ek account hoga. jiski help se aap apne kai online kaam fatafat kar lete honge. Mere pass aise qutions bahut aate hai ki Paytm Ka Password Bhul Jane Par Kiya Kare ? ya kaise dekhe ? Agar apko bhi yaad nahi to aaiye iski puri jankari details me jaane.
Read This:- Kisi Bhi Prepaid Number Ki Call Details Nikalne Ki Tricks
Paytm Ka Password Forgot/Reset Kaise Karte Hai ?
Aapko bhi kabhi password yaad nahi raha ya bhul jaye to logine hone ke liye isse fir se recover kar sakte hai. Par iske liye apke pass wo mobile number ya email id hona jaruri hai jiska use kar ke apne apna account banaya hai. Agar yah apke pass hai to paytm password reset karna apke liye bahut easy hoga.
Read This:- Keypad Mobile Ka Lock Kaise Tode Hindi Me Jankari
Paytm Password Reset/Recover Kaise Kare ?
Iski puri steps bata raha hu isse ache se samajh kar follow kare. Paytm password reset karne ka tarika bahut simple hai. Is process ko follow karte huye aap mobile me ya laptop pc dono me password recover kar sakte hai. Yaha me mobile app ka method bata raha hu kiyu ki mene bhi mobile par apne paytm app ka password reset kara tha.
Read This:- Aise Kare Kisi Bhi Mobile Par Kisi Ke Bhi Number Se Call
Paytm Password Ko Reset Karne Ki Steps
Steps:-
Sabse pahle paytm app ko open kare. and login par click kare.
login page kulne ke baad Forgot Password par click kare.
Ab agla page Change Paytm Password ka ayega. Agar apne apna account mobile number use kar ke banaya hai to number daale. or agar apne email address use kar ke banaya hai to email address daale. Iske baad Proceed ke option par click kare.
apke mobile par ek message ayega. usme ek link hoga uspar apko click karna hai. uske baad mobile ke internet browser me wo link open hogi aur ek page open hoga. usme apko apni pasand ka password rakhna enter karna hai.
1. Apni pasand ka New Password daale.
2. Fir se yahi password enter kare.
3. Last me Update ke option par click kare.
next page me ek message ayega Congratulation your paytm password successfully created … Done ab apka kaam ho gaya aap apna account login kar sakte hai.
Read This:- Janiye Kaise Smart Phone Mobile Ko Projector Bana Kar Ghar Bethe Le Cinema Hall Ka Maja
Ummid hai ki paytm forgot password ko recover karne ki jankari apko achhe se samajh aa gaya hoga. Agar apko kisi tarah ki dekkat aa rahi ya kuch samajh nahi aaya to comment kar ke puch sakte ho. Is website par update hone wale nayi nayi jankari ko aap apne email par pane ke liye. email submit kar ke subscribe jarur kare. sath hi is post ko facebook or apne dosto ke sath share karna na bhule.
sir patym passwork change karne ka time na toh koi msg aaya raha ha na he koi call. Then how can in change the passwork without msg.
jis number se apne paytm account banaya tha ussi number par message ayega.
अपना पासवर्ड कैसे रीसेट करना है
jo taika mene bataya isse aap follow kare apka password reset ho jayega.
9610194526
Sir me paytm banata hu tab password me esa aata hai password should be 5-15 length atleast 1number 1 alphabet
apko password kuch is tarah se banana hai….shyojilal12@
Nice article bro aap ne bahut achi or useful Information share ki hai
hi sir i am madhav singh mere 2 paytm Belok ho gaye he to me kya karu please
apka paytm kis wajah se block huwa hai mujhe bata sakte hai.
Hello Dharmendra sir
Bohot hi accha blog hai aapka . Aur aap bohot hi accha work kar kare ho apne blog par.
Keep up the good work.
Sir mere payatm ka password bhul gya hu.call karne pr koi link bi nhi mil raha.new password kese creat kru .
jis number se paytm account banaya gaya hai usko enter karke bhi password recover kara ja sakta hai.
Please help me
Hello Dharmendra Ji,
Aapne Paytm me Password badlne ke bare me kafi ache se bataya hai, aapka blog padkar muje kafi acha lga, main kuch aapke jaise hi blog Logicaldost Hindi run karta hu.
Thanks
Bsnl ke no ke liye canse number par call kare
Jo number diya gaya hai uspar call kare.