Paytm Par Account Kaise Banaye: Dosto agar aap paytm ke bare me nahi jante, to aapko is post me paytm ki puri jankari mil jayegi. yaha bataye gaye steps ko follow karke apne computer ya android phone se is par account bana kar online mobile par use kar sakte hai.
Paytm Kya Hai ???
Paytm india ki bahut Popular e-wallet Online Recharge Company hain. Isko use karne ke benefits bahut hai iski help se aap apna Electricity Bill, DTH Recharge, Online Shopping Payment aur Mobile Recharge through Paytm se kar sakte hai. Kuch aise kaam jinke liye market me jane ki jaruart padti hai, wo sab kaam mobile se ghar baithe hi ho jayega. Iske alawa aap apne wallet ke paise ko direct bank account me bhi daal sakte hai ya apne kisi friend ke wallet me transfer kar sakte hai.
Isko use karne ke liye bas apko Paytm ID banana hoga. Aapke pass computer ho ya aap mobile user ho isse dono me istemaal kiya jata hai. ye puri tarah se trusted service hai. Is par online trasection karna bahut easy hai.
Paytm Par Account Banane Ke Liye Kiya Kiya Chahiye ???
Account banane ke liye sabse pahle apna mobile number registration karna hota hai. Android user sabse phele Paytm App Download karke Account banate hai. aur laptop computer user direct site par jakar easily apna account create kar sakte hai. Iske liye kuch jaruri chize apke pass hona chahiye.
- ATM Card
- Credit Card
- Net Banking
Inme se koi bhi ek hoga to chalega aur ha! “Paytm use karne ke liye apke bank account me Balance hona jaruri hai, tabhi aap apne paytm wallet me money add kar ke online shoping ya recharge kar payenge”. Yah service cashback code aur coupons ke liye Popular hai. Promo Code aur Coupons Mobile me sasta Recharge Cashback me use hota hai.
Paytm Account Kaise Banaye ???
Steps
1. Sabse pahle paytm.com site par jaye aur Log In/Sign Up ke option pe click kare.
2. Ab ek Popup Window khulega usme Sing Up par click kar ke mangi gayi Details bharni hai.
- Apna Mobile Nimber likhe.
- Email Address submit kare agar hai to.
- Koi acha sa Strong Password dale.
- Isme click kar ke Tick Mark kare.
- Ab sabse last me Create your Paytm Wallet ke button par click kar de.
Read This :- Trial Version Softwear Date Expired Hone Ke Bad Lifetime Free Use Kare
3. New page open hoga aur apke Phone par ek OTP Password ka msg ayega usko is page me dalkar verify karna hai.
- Mobile me jo OTP password aya hai usko dale.
- Apna Name enter kare.
- Last Name matab apke nam ke piche jo lagta hai wo dale, jaise mere name me last me Kumar lagta hai
- Aap Male ya Female jo bhi, uspe tick mark karke salect kare.
- Sabhi process puri hone ke bad Create your Paytm Wallet ko click kar de.
4. Ab apka Paytm Account ban gaya hai. Aap chahe to aap apna balance dekh sakte hai Wallet me 0 balance show kar raha hoga, kiyu ki abhi apka new account hai. aap Add Money ke option par jakar Net Banking ya ATM Card se Wallet par Mony Transfer kar sakte hai.
Read This :- Paid Android Application & Games Free Main Download Karne Ke 2 Tarike
Ab aap Sing out Par click karke aap apne account se bahar aa sakte hai. Jaisa mene apko pahle bataya tha kabhi aap apna password kisi ko na bataye warna koi bhi apka account use kar sakta hai.
Abhi apne yaha jana Paytm Kya Hai Or Kaise Use Kare in Hindi – Account Banane Ka Tarika, Upar diye gaye method me agar apko kuch samjhne me dikkat ho rahi hai, ya kuch puchna chahte hai to comment ke throw puch sakte hai. Apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi. Is website par update hone wali latest news aur triks ki jankari aap facebook par pa sakte hai. Iske liye Like Kare Facebook Page Digital New Hunt.
not sing in paytm what is problem
Promocod kya hn
kiska…..Promocod…???
Passvard koi bhi dala ja sakata hai aur kitane num ka dal ja sakata hai
1. Passvard koi bhi dala ja sakata hai.
2. Aap jaisa chahe waisa password dal sakte hai
Comment:sir mera pytm mein passwrd ni lag raha hai isme kis kis tarh ka passwrd aur kitne word ka hona chahiye aur keise sir pleze mujhe btaye sir abhi turnt mera whats app no:9340140910 ya email mein bta dijiye plezzzz
Apna password kuch is tarah se banaye….
Example nagesh@1
Dear sir
Mai paytm.me naya.acount banana chahata hu par dikat ye hai ki
Mera.a.c me mobile number dusare register hai aur mai dusare Ke I’d .se .jio.sim.chala rahhu
Kya is nombar.par I’d ban jayega
yes is number se naya paytm account bana sakte hai.
Paytm pr jo no. Dale wo bank se juda hona zarurI hain kya
bank se juda hona jaruri nahi hai.
Sir mene jis number se paytm se id bnayi thi…wo mujhe yaad hai…lekin password yaad nhi hai….
number yaad hai to aap password recover kar sakte hai….iska option login page me hota hai
Sir me Paytm me New account kholna chata hu but New Password arr Bata raha he
aap yaha diye gaye sabhi steps ko ache se samajh kar follow kare.
sir meri problem he ki mere first wale account me paise h par kese nahi vah account kahi kho gya or new login karne ko bol rahe ab me kya karu.
account kabhi khota nahi hai….. apne jis mobile number ka use karke wo account banaya hai. Agar wo number apke pass hai to us account ko recover kar sakte hai.
Sir jb mai new account banana chahti hu lekin password dalne pe ho hi nhi rha
password dalne par kiya error aa raha hai.
Nice sir
Bina net banking ke paytm use kiya ja sakta h
Bina net banking ke bhi paytm use kar sakte hai
Comment:hello ,sir mae patyam par sin up karta hu to password dalkar to 5 to 15 words me magta h or 1number btata h 1 alphabate btata h 8193928620
Ranjeet
Aap paytm ka password is tarah rakhe Example :- ranjeet_yadav1@ is tarah koi bhi password apni pasand ka rakh sakte ho.
ser paytm istemal karne ka koi charge lagta hai
Paytm istemaal karne ka koi charge nahi lagta hai ye free hai.
New account banana me Password leta nahi hai
password kuch is tarah ka rakho example…. ravindra_gh1 account me aisa password le lega.
android phone pe starting se account bnane ke liye kya krna h.
play stor par jakar paytm app install karo and app open karne par singup ke option par click karke apna account create kar lo
Exampel ke tour pe ditils bata shakte ho
kis chiz ki details batani hai???
ragister paytm mobil no. me kya likhe and pqssword me mene ye sab likha to nhi khul rha h
jis mobile number se apne paytm account banaya hai wo dalo… and password wahi use karo jo apne account ke liye rakha hai
Sir paytm login krne pr mobile number maag rha h uske bd password maag rha h password dalne pr error bta rha h
Aap sahi password daale error nahi ayega.
Boliye sir
Amit
sir mere pas atm debit net banking nhi lekin ac me paisa to paytm me pesa dal sakta h kya
Bina net banking, atm ya debit card ke bina aap paytm me fund add nahi kar sakte.
Hallo… Sir
Paytm account mene 1 month pahle singup kiya tha or mene Paytm use karna bandh kar diya tha… Or muhje kuch yaad nhi hai mene kis nombar se acount banaya vo mujhe yaad nhi hai.. To me kaise chech karu k is nombar se mene Paytm acount banaya tha.. Plz halp me
Agar apko yaad nahi ki apne kis number se paytm account banaya hai. to apke pass jitne bhi number hai bari bari se sabko daal kar check karo ya fir naya account bana lo.
Batao bhai
kiya batana hai puchhiye
Pytm account me Payment dalne ka tarika or bta dijiye
simple hai add mony par click kare or jitna amount apko dalna hai enter kare. process ke option par click kare. Jo step ayega usme ATM Debit card slect kare or uski details submit kare. Apka payment paytm me add ho jayega.
Thanks Sir
Paytm me bank se vollet pepar me peesa net bankig se dalna he to usme user id or password magta he id me mene Mobail no dal diya ab password kya dale
net banking se vallet me money add karne ke liye netbanking ka hi user name or password enter karna hai.
There is no pamty account linked with your Facebook / Google account lf you new to paytm please create an account else login using your registered mobile number and password
Likhata hai; nahi banna raha hai pamty kya kare sir
yaha diye gaye steps ko achhe se follow karo..agar apka facebook account hai to usse connect kar ke bhi paytm account create kar sakte ho.
Password should be 5-15 length atleast1 number/ 1 alphabet
Likha raha hai sir
Paytm banana raha nahi kya kare sir
apna passwoerd is tarah banawo…. example santosh_2kumar
Sir, mai Janna chahta hu ki paytm mai pass book use kar sakta hu.
ha use kar sakte ho…
Thanks sir
Sir paytm password kitne anko ka hoga
apko password kuch is tarah banana hai….example sriniwas3_kd
Kasey banaye paytiam
sabhi staps bataya hai mene fpllow karo or apna account banawo.
Thanku sir
Add money ke option me
Select amount 500 1000 2000
AATA hai AUR niche paid ka option Diya hai? Paid Karne per Mera blance mere Paytm account me transfer ho jaye GA? mujhe source Kare
ha ho jayega…
Mera paytm account nahi ban raha hai pahle wale ke password bhul chuka hu kya karu koi help Karo
Aap agar pahle wala paytm account ka password bhul gaye hai to usse recover kar sakte hai…..bas apke pass wo number hona chahiye jisse apne paytm account banaya tha,
Hollo sir main new account banana Chahata hau to ban nhi rha hai Kya karu please help me
apko kiya dikkat aa rahi hai vistar se pura bataye.
Registration kese Krna h
iska tarika mene yaha bataya hai aap ache se samajh kar follow kare.
Minimum 6 characters at least one number
यदि मैं एक जैसे 6 नंबर भर देता हूं तो फिर 5-15 characters at least one number लिखा आता है Toh Phir my Paytm अकाउंट कैसे बनाएं
apko password kuch is tarah banana hai…sagar2_tyagi
भरने के बाद य
Password should be 5-15 length, atleast 1 number/1 alphabet
और भरने से पहले यह
Minimum 6 characters, atleast 1 number
Apko password kuch is trah banana hai………sagar3_tyagi
sir mera ATM card hai ..but Maine Jo no bank se joda tha bo bo kho chuka hai ..then me pytm me balance ksise loo
Agar atm card nahi hai to aap net banking se paytm me balance le sakte ho.
Sir mein ye jaanna chahta hu jis no se mein paytm account use karta tha actully mera wo no kho chuka hai, aur main new no se account bana rha hu.Creat new account karke pr ho hi ni rha h..agar paytm aap allready h to uspe kaise new account banaye.please details for paytm account.
Apko paytm app uninstall karna hoga uske baad phone off karke on kare …uske baad fir se paytm app istall karo fir naya account bana sakte ho.
Sir mera purane paytm mei pase hai to uska password mei bhul gya hu to mene new ac create kiya haikya pase wapis aa jayege
Sumit
Agar apka purana paytm account hai to aap uska password recover kar sakte hai. Bas apke pass wo mobile number hona chahiye jiska istemaal kar ke apne paytm account banaya hai.
Sr.muje account banana kese banaye
paytm ka account banane ka tarika mene achhe se bataya hai……..is post me bataye gaye steps ko follow karo.
Sir, Paytm ko use krna safe rehta hai kya ?
Please Dharmendra Kumar g… batoo..???
ha safe hai….me bhi use karta hu.
Paytm me kitna poswod Dale jisse hamara akaunt ready ho jayega
paytm me aap is tarah ka password bana sakte hai…… vinod1_@
Think you sir
Sir password kasa lagta h mara password batana Koi bhee
raghu1_ck
sir me paytm me pese Ade karna chahta hoo lekin Ade many PR jakr pese dalne ke baad Ade many PR kalik karta hoo to apdhet app aa jata he
Are simple hai yaar play stor par jakar paytm app update kar lo….iske baad mony add ho jayegi
please upgread your app to letest version
es tarh aata h
Sir hum agar ATM se paytm pr cash load krte h to humane register number pr ek otp ata h to kya hum us otp ke bina Cash load kr sakte h koi solution h Sir plz reply
nahi aap bia otp ( one time password ) ke case load nahi kar sakte. dusra koi solution nahi hai.
plz sir reply
SAR HAM RAILWAY RESERVATION BHI KAR SAKTE HAI KAY
yes
Paytm me paise jaise dale
iske baare me mene already post kiya hai aap yah post read kare…Paytm Wallet Me Paise Kaise Dale – Money Add Tips
Sir mai kuch bhi password dalna chata Hu to password nahi ban pa rha hai iske bare muje help kardo password kaise nate ?
123amol_sarje …is type ka password bana lo.
Set your paytm passcode kya hai smjh nhi aa rha
apko ek code set karna hai or usse hamesa yaad rakhna hai.
How registration kare
bataye gaye steps ko follow karo.
Sir cvv kiya hai please batayen
cvv atm card ke back side me diye gaye 4 digit hote hai.
Users I’d kya hain?
Users I’d kya hain? 😎
kiska user id????????
Mai password bhul gaya Hu new password kaise banau
new password ke liye aap yah post read kare…..Paytm Ka Password Bhul Jaye To Reset Kaise Kare
Hi sir sir mere peytm account me paise add nahi ho rha hai sir mai kya karu sir peytm me rupay card se paise add nhi hote kya
kiya problem aa rahi hai aap details me bata sakte ho?
paytm me mobile number kaise reg kare
iska tarika mene post me bataya hai…read karo.
sir Paytm Se Online Shopping Karne Ke Liye Address Dalna Padta Hai
..Address Main Ghar Number Bhi Dalna Padta Hai Lekin Mere Pass Mere Ghar Number Nahi Hai. To Online Shopping Ke Liye Kya Kare
aap apna jo bhi address hai wo dale and apna mobile number add karna na bhule.
Sir,mera mobile number dusre account se add hai. Isase kyun nahi ho raha hai.
agar apka number ksis other paytm me add nahi hai to jarur aap koi galti kar rahe hai jiske karan apka number paytm me add nahi ho raha.
Sir, mera account nahi ban raha hai. Kah raha hai ki mera mobile number dusre account se add hai to kya nahi ban payega.
Agar apka mobile number se pahle paytm account bana huwa hai or apko uska password yad nahi hai to aap recover kar ke wapas apna paytm account open kar sakte hai. Agar iska tarika pata nahi hai to is par mene post likha hai.. Aap read kar sakte ho.
Please koi idea dijiye.
Paasword recover kar lo ho jayega.
net banck kese kare
simple hai add mony par click karo…usme jo option ayega usme net banking ko select karo.
sir me email paytm me register krna chata ho
apko profile par click karna hai waha edit ka option milega usme jakar aap apna email address register kar sakte hai.
Hello sir
Maine aaj ek sim card kharida h and shopkeeper ne sim card ka kyc Karen ke sath sath mujhse bina puchhe mera paytm a/c bhi open kar diya kya isse meri personal details se related ya anya koi problems ho sakti h ?
Please reply me
koi dikkat nahi hai……..jub tak tum apni details paytm me profile page me nadi edit karoge apki koi jankari paytm ko nahi jayegi….and agar apka paytm account ban gaya hai to uska password secure rakhe.
But mujhe password no mila mai kaise password create karu ?
aise banawo
example :- aman@1
Sir hme paytem see koi pyse de rha he to mera paytem account kya he krome kyse riciv
apne agar paytm banaya hai to aapke jis number se paytm account bana hai…..samne wala ussi number par paise send karega….to apke paytm account me paise aa jayenge.
Paytm ka naya account bna rha hu lekin
Ushme error bta rha h. likha h
Password should be 5 -15 length attested 1 number/1 alphabet
ye kyon bta rha hai…
I help you ..
Reply juldi kriyega….
I hope you..
iska matlab yah hai ki aap password kuch is tarah se bana sakte hai……
example :- Dileshwar12_@
Sumit Kumar Sharma Chas Bukaro mobile number 8210482314
Are yaar password kuch accept nhi karraha hai
password is tarah se banawo….. .sajid12 ya 12_@sajid
Jio sim ka recharge paytm se free me ho gayega kya
paytm me paise add hoga tabhi jio recharge hoga.
Kab reply doge aap
Reply aap mere gmail id pe dijiyega
Ispe mujhe nhi samjh me araha hai
Minimum 6 character,atleast 1number
Minimum 6 character,atleast 1number ka MATLAB kya hai?
matlab ki aap is tarah se password bana sakte hai….. satyendra123 ya 12Satyendra
Paytm ke email id kass hoti ha
bhai paytm me profile setting me jakar aap koi bhi email address add kar sakte hai.
Bataye sir
Password load nahi ho raha hai
puri problem sahi se bataye tbhi apki koi help kar paunga.
Hello sir my account now banvana please my help you
ha bolo me kaise help kar sakta hu.
यदि मैं एक जैसे 6 नंबर भर देता हूं तो फिर 5-15 characters at least one number लिखा आता है Toh Phir my Paytm अकाउंट कैसे बनाएं
bhai aap password is tarah se bana sakte hau
example .. ravishankar1
Emaill adreess wrong bta rha h
ho sakta hai apne jo mail address submit kiya wo sahi na ho.
Main New pt account kholana Chahata hu per main password nahi go raha hain
Aap is tarah bana sakte hai…
Example aanndkumar_1
Meri bhi ek problem h
Ha Bolo.
Meri bhi ek problem h m apne DTH recharge nhi kar pa rahahu
patm me DTH recharge karne ka option hota hai aap check kare.
Mere paas ATM card credit card nahi hai to Bank account number se ho sakta hai kya
nahi ho sakta…..ha agar netbanking hai to kar sakte ho.
Comment:Paytm me ATM Card kaise add Kare
Add money me jawo waha allrady iska option hota hai.
Sir mere number se 3 account chalta hai aur maine Paytm id banaya to automatic jise main nhi chahta usi account number se Paytm bn gya hai usse kaise change kre sir plz help me
setting me jawo waha number change karne ka option hoga.
Password should be 5-15 length, atleast 1 number/1 alphabet new account banana par password ye bta rha hai
aap yah post read karo……..
Sir paytm account par number konsa dalna h
Password kasa hoo aap btahu please
apko apna mobile number dalna hai….or password banane ke liye aap yah post read kare…….New Paytm ID/Account Ka Password Kaise Banaye in Hindi
BHOT HI ACCHA JANKARI DIYA HAI AAPNE
sir hamara nambr le nahi raha hain
bahut bar try kar liya nahi ho raha
hain
sir hamara namber le nahi raha
hain
bahut bar try kar dekh liya nahi ho raha hai
plss help me
koi error aa raha ho to batawo…..ya ho sakta hai apne is number se pahle hi paytm account bana rakha ho.
Pytam Pasward kitna ank rahta hai
First new mobile number second Paytm password and email ID yeh option Aata Hai Paytm password galat baat Hai
aap yah post read kare…… New Paytm ID/Account Ka Password Kaise Banaye in Hindi isme apko sahi tarika or jankari mil jayegi.
Main Jab Paytm password dalta Hoon to Errro
batata hai
Koch Karo sir ji dosra upay
Sir Mai Apna Pasward bhulgaya Ho Abhi kaise banega peytem
aap password reset kar sakte ho iska tarika mene bataya hai aap yah post read karo……
Mere pas kewal passbook hai to chalega
Mere pass kewal passbook hai to chalega
हा चलेगा
i’am Dhirendra.paytm me password nahi le raha hai eg batlaye
password banane ke tips janne ke liye aap yah post read kar sakte ho…. New Paytm ID/Account Ka Password Kaise Banaye in Hindi
Comment:the no.another you entered already exists with another account please try with another bta rha hai account kase bnao me plz ye btao Kya karna hai ab my no whats app 8909761078
आप जिस नंबर से Paytm अकाउंट बना रहे है उस नंबर से पहले ही अकाउंट बना है. इसलिए आप दुबारा बनाने से अच्छा है की आप पहले बने हुए अकाउंट को रिकवर कर ले. इसका तरीका आप इस आर्टिकल में देख सकते है…..Paytm Ka Password Bhul Jaye To Forgot/Reset Kaise Kare
Kya mobile par Paytm acc banane ke liye app lode karna zaroori hai
ha app load karke bhi bana sakte ho or google chrom me site open karke bhi account banaya ja sakta hai.
Hello dost mujhse aap wo 5characters ,1numbers,1alphabet k bare m btao Jo possward banane m use karte h
JB bhi m possward banana chahta hu to yhi chij like kar aati h
What is this
aap password aise banaye… ayyubali1591
Atm hona jaruri hai petm chalane ke liye mera atm bahi hai atm me rupes hona jaruri hai
Jabab bahi mila
kiska jawab
paytm me kisi bhi service ka use karne ke liye uske wallet me paise hona jaruri hai…or aap wallet me paise tabhi add kar pawoge jub aapke pass atm ya net banking ho.
Mobile par Paytm acc banane ke liye app lode karna zaroori hai??????
aap app donload kar ke bhi bana sakte hai and direct internet browser me site open kar ke bhi account bana sakte ho.
Sir mere number Paytm me pahale se mojud hai per mein APNA Paytm password bhol gya hu to me Kiya karu
apko password reset karna hoga…iske baare me mene apni bataya hai aap yah post read kare…. Paytm Ka Password Bhul Jaye To Forgot/Reset Kaise Kare
mere pass atm card nahi h bager atm ke pytm account banaya ja sakta h bager net banking k
Sir bina net banking ke ham kaise paytem use kar skte hn add account nhi ho rha isliye
debit card use karke bhi paytm payment kar sakte ho.
हेलो,
आपने Paytm पर अकाउंट बनाने के बारे में काफी अच्छे से समझाया है, Paytm में हमें बहुत सरे फीचर मिलते है जिनकी मदद से हम अपनी डेली लाइफ से जुड़े बहुत से काम कर सकते है| में भी आपके जैसा ब्लॉग Logicaldost चलता हु|
धन्यवाद
Nice article jackass
Sir mera mobile number es account pe pahle se hi resisterd hai apna account nhi bna pa rah hu login kare par accounts already resisterd aa rha hai
Kya karu….
apna password recover kar lo… number aapke pass hai toh asani se bane huye account ka password recover ho jayega.
Hello brother aap ek help chahiye hame Naya account Bana hai tho lease banay
बैंक अकाउट्स नहीं ले रहा है उसके लिए क्या करना होगा
जीमेल आईडी अमान्य बताता है
kisi other email id ka use karo.
Nice post ..great information thanx.