• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

Android Paid Apps & Games Free Main Use Kaise Kare 2 Tarike

21, July 2022 by Dharmendra Kumar 1 Comment

Aaj aapko Paid Apps free use karne ki trick batata hu. Agar aap android phone ya tablet user hai to sabhi apps or games phone me google play store se hi download kar ke install karte hoge. Par jo paid application hai unko aap free me download nahi kar sakte. or jo premium apps ka free version app mobile me install karte hai unme sabhi feature ka use nahi kar sakte.

Read This :-

  • 2 tarika mobile phone me free internet chalane ke
  • Mobile phone ko projector kaise banate hai parde par film dekhne ke liye
paid application free install download

Mobile Me Pro, Paid Apps, Game Ko Free Me Install Karne Ka Tarika

Google paly store par bahut sare android mobile ke liye free paid application hai. Free ko to hum download kar lete hai. Par best apps jo costly hota hai inko install karne ki kosis karte hai to paid hone ki wajah se nahi ho pata hai. Aaj me aapko ek new android trick batata hu. Is ki help se aap kisi bhi paid, premium, pro version android app free download kar ke istemal kar sakte hai. Yah kaise hoga aap soch rahe hoge. Hum 2 tarike se apne smartphone me paid application free me download kar sakte hai.
  1. Black Mart Alpha App ka use kar ke
  2. 4Shared Or MediaFire Website ki madad se

In dono ka istemal kar ke Application free me use kaise kiya jata hai iska tarika dekhiye.

Read This :-

  • Aapke mobile ki RAM bahut kam hai to is tarah badhaye – Try jarur kare
  • Mobile ko root kaise karte hai tarika janiye

Tarika 1: Black Mart Alpha Se Paid Apps Free Download Kaise Kare

kisi bhi premium apps ko Android phone me free install karne ke liye yah app best hai. Black Mart Alpha App ko apne mobile me download kar ke install karne ke bad aap paid android app ko free download kar ke use kar sakte hai.

#Step#

  • Sbse phle Black Mart Alpha App ko apne mobile me download kar ke install kare….. [ Download link]
  • App install karne ke bad open kare or jo bhi paid apps ya games free download karna hai uska name search box me dal kar search kijiye.
  • Ab search karne ke bad app ka name aayega us par click kar ke app ko free of cost download kar lijiye

Black mart alpha app ka use kar ke ab aap apni pasand ke android premium apps ya game ko download kar ke use karne me koi problem nahi hogi.

Read This :-

  • Android mobile root krne ke liye best software download kare
  • Facebook, Twitter par kisi bhi message ka autometic repply set kare

Tarika 2: 4Shared Or Media Fire Website Se Premium Apps Ko Free Me Install Kaise Karte Hai

4Shared or Media Fire Website ka use kar ke aap kisi bhi paid apps ya game ko free me use kar sakte hai. Kisi bhi tarah ka paid application free install ke liye in dono website ki madad se kiya ja sakta hai. Kaise kare yah aage dekhiye.

#Step#

  • Sabse pahle 4shared.com ya mediafire.com par jakar apna ek account create karna hai. Agar aapne in 2no website ka app smartphone me install kiya hai to usme bhi account bnakar login karna padega.
  • Account create kar ke login kare search box dikhai dega. Jis paid apps free use karna hai search box me search kare or apps search me show hoga to usko download kare.
  • Agar aapne yah apps computer me download kiya hai apk file me show hogi isko apne phone me transfer kar ke install kare.

Aapne jana ki mobile me kisi bhi paise wale app ko free me kaise chalaye. Paid android application free use karne ki trick bare me agar aap kuch puchna chahte hai to comment kare. Is website par jo bhi latest jankari updet hoti hai. Wo aapko pata chale iske liye Facebook Page Digital New Hunt Like Jarur Kare.

Read This :-

  • Pradhan mantri mudra yojana se loan kaise lete hai janiye
  • 1 mobile phone me 2 whatsapp kaise chalaye
  • Free call karne ke best tarike janiye
  • Flight search kaise kare or plane ticket book kaise karte hai
शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

आपको ये भी पढना चाहिए
Phone Contact Ko Google Contacts Me Backup, Restore, Edit Kaise Kare ?
अपने बच्चे के मोबाइल ट्रैक कैसे करे | Mobile Track Karne Ka Tarika in Hindi
Android Mobile Phone Chori Hone Se Kaise Bachaye

About Dharmendra Kumar

हेलो दोस्तों Digital New Hunt में आपका स्वागत है। इस वेबसाइट से मैं उन लोगो की हेल्प करता हु, जिनको इंग्लिश कम आती है। फिर भी वो लोग इंटरनेट पर कुछ सीखना चाहते है जैसे की इंटरनेट से पैसे कमाने के तरीके, अपनी फ्री वेबसाइट बनाना या किसी प्रकार की हेल्प। मेरे बारे में और ज्यादा जानने के लिए क्लिक करे ..... Read More

Reader Interactions

Comments

  1. Mukesh Gupta says

    2, August 2018 at 10:52 am

    aapne bahut badhiya jankari di dhanywaad.

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।