• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

Top 10 Successful Female Bloggers in India Puri Jankari Hindi Me

2, August 2022 by Dharmendra Kumar 3 Comments

Dosto aaj hum baat karenge Top 10 Successful Female Bloggers in India Jinhone Blogging ko Apna Career Banaya hai.

Kisi ne socha nahi hoga ki blogging ya chithakari bhi sohrat or daulat dila sakti hai. Lekin ab aisa hakikat me ho raha hai, keval ek blog site aapko blogging king ya queen bana sakta hai.

Blogging me jaha purush sakriy ( सक्रिय ) hai wahi Female Bloggers bhi ab Blogging Me Apna Career bana kar Name or Paisa kama rahi hai. In this post apko kuchh Successful Lady Blogger ki jankari bata rahe hai, jo blogging se paisa kama rahi hai.

top 10 female bloggers in india

Top 10 Successful Female Bloggers in India

Mahilaye kooking, lifestyle, interior, fashion, bollywood aur kai tarah ke inspirational blogs ke jariye prasidhi pa rahi hai.

Women’s ne isko Professional Career bana bhi liya hai, jo unhe sohrat ki bulindiyo par pahucha raha hai.

Agar aap bhi Blogging Career banane ke bare me soch rahi hai, to aaiye milte hai kuchh aise hi Top 10 Successful Female Bloggers se.

Read This :- Free Blog Site Kaise Banate Hai Google Par

1. Akshitaa Yadav – Sabse Kam Age Ki Successful Female Bloggers.

Akshitaa pakhi yadav the youngest blogger

25 march 2007 ko Kanpur, Uttar Pradesh me janmi Pakhi Yadav yani Akshitaa Yadav bharat ki sabse kam umrra ki lady blogger ke roop me Rashtriya Bal Puraskar Vijeta ka samman pa chuki hai.

Akshitaa ki blogger maa ne 24 jun 2009 ko Pakhi Ki Duniya name se akshita ka blog banaya. Is blog ko logo ne khub pasand kiya or 100 se jyada Countryes me is blog ko dekha or padha jata hai.

  • Blog :- पाखी की दुनिया
  • URL Address :- http://www.pakhi-akshita.blogspot.in

Read This :- Without Software Youtube Video Download Kare.

2. Successful Lady Blogger Malini Agrwal – Blogger Se Media House Tak

Malini agrwal india's 1st-lady selebritee blogger

Desh ki pahli mahila selebritee blogger hai unonhe apne sok ko hi bussness banaya. Yah bolllywood se judi khabro or fashion, life style se jude latest trends ki jankari apne blog Miss Malini par deti hai.

Aaj inka khud ka media house hai or kai t.v. channalse par inke show bhi aate hai. Ek famous mahila Blogger hone ke sath ab inka name kamyab Mahila Entrepreneurs me bhi samil ho chuka hai.

  • Blog :- Miss Malini
  • URL Adress :- www.missmalini.com

3. Singh – Blogger My Mistake

Harleena singh India's best mahila blogger

Harleena Singh na keval India’s Best Blogger hai balki unka name World’s Top 50 Blogger me bhi hai. Yah rajasthan udaipur ki rahne wali hai.

Blogging inhone sokiya suru ki thi lekin sayad kismat ko kuchh or chahiye tha. Aaj yah ek Professional woman Blogger ban chuki hai.

Inohne apne blog Aha Now or Harleena Singh jaise life blog ki suruwat ki. Blogging Community me inko Commenting Queen ka tag diya gaya hai.

  • Blog :- Aha Now or Harleena Singh
  • URL Address :- www.aha-now.com or www.harleenasingh.com

4. Ree Drummond – Kooking Ne Dilai Shohrat

Ree drummond the pioneer woman

Ree Drummond ki ginti World’s Best Blogger me ki jati hai. Yah ek Professional Award Winning Lady Blogger hai.

Yah ek American hai, inhone apna Blogging Career 2006 me suru kiya tha. Inka blog The Pioneer Woman hai. Isme yah kooking, home or garden, home schooling aur entertainment se related topic par article likhti hai.

Lady Blogger hone ke sath Ree ek professional photo graffer bhi hai. Inke blog par har month 22 million page views hote hai.

  • Blog :- The Pioneer Woman
  • URL Address :- http://thepioneerwoman.com

5. Akanksha Yadav – Blogging Ko De Rahi Hai Ek Naya Mukam

Akanksha yadav top indian lady blogger

Akanksha Yadav ek sahityakar or blogger hai. Yah uttar predesh ki hai. Inko hindi me likhne wali suruwati mahilayo me gina jata hai.

Inke blog ko ab tak lakho logo ne padha aur karib 100 se jayada desho me dekha padha jata hai. Inka blog hai Shabd Shikhar isko inhone 2015 Me hindi ka sabse popular blog chuna gaya hai.

  • Blog :- शब्द-शिखर
  • URL Address :- http://shabdshikhar.blogspot.in

Read This :- Internet Par Online Paise Kamane Ka Tarika Janiye.

6. Jane Sheeba

Jane Sheeba india ki sabse Top successful female bloggers hai. Jane sheeba medical physics me doctorate ki degree lene ke baad Blogging me apni career ki suruvat 2007 me ki thi. Inka Blog india ka sabse best social media blog hai.

Blog : Pro Blogging Success

Blog URL: www.probloggingsuccess.com

7. Shiwangi Shrivastava

Miss. Shiwangi Shrivastava bhi Blogging me Apna Career banane waali top Successful Lady Blogger hai. Shiwangi Shrivastava ne literature graduate ke sath fashion design me Diploma bi kara hai. Inhone apna blog 2013 me banaya jispar motivational aur Newbie bloggers ke liye article likhti hai.

Blog: Pensit Down

Blog Address: www.pensitdown.com

8. Shraddha Sharma

Shraddha Sharma ek bhartiya mahila blogger hai. Yah apne blog par article likhne ke sath Times of India aur CNBC ke liye kaam bhi karti hai.

Blog: Your Story

Blog Link: www.yourstory.com

9. Jyoti Chauhan

Jyoti Chauhan bharat ki lokpreye blogger hai. Yah blogger ke sath BCA studebt bhu hai. Apne blog par SEO Tips, Blogging Tips Social Media, WordPress, Tech, Make Money online jaise Topic par post likhti hai.

Blog: Update Land

Blog Address: www.Updateland.com

10. Shalu Sharma

Shalu Sharma Bihar ke Patna City ki rahne wali hai. Yah apne blog par travel related articles likhti hai. aap inke website par different – different travel destinations ki jankari read kar sakte hai.

Blog: Shalu Sharma

Blog address: www.shalusharma.com

Aaj internet par aisi bahut sari Ladies or Girls us a career blogging se name, paisa aur sohrat kama rahi hai.

Agar aap bhi ek mahila hai aur in Top 10 Lady Blogger ki tarah Blogging me apna Career banana chahti hai, to aap bhi apna free Blog Site bana kar apne vichar ya knowledge ko share kar ke ek Successful lady blogger ban sakti hai.

Blog kaise banate hai iski puri jankari ke liye hamari Blogging se related post read jarur kare.

Abhi aapne jana Top 10 Successful Female Bloggers in India. Agar aap in Successful lady blogger ke baare me kuchh puchna ya best website to start a blog ke bare me janna chahte hai to comment kare. Apki help karne me mujhe bahut khusi hogi. Is post ko apne dosto aur facebook par share karna na bhule.

Ye Bhi Padhe :-

  • इंटरनेट से ऑनलाइन पैसा कमाने के पॉपुलर तरीके.
  • Janiye Free Website Blog Kaise Banaye?
  • जानिए अक्षय कुमार के फौजी गेम के बारे में पूरी जानकारी.
  • ऑनलाइन आधार कार्ड कैसे बनाये?
और पढ़े >>

Twitter Kya Hai or Twitter Par Apna Account Kaise Banaye

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Aaj ke time me sabhi log mobile ka use karte hai. or 90% log internet par active rahte hai. Aap net ke jariye bahut kuch kar sakte hai. Logo me sabse jayda popular agr kuch hai to wo social network sites hai. Facebook, Google or twitter jaisi site se aap friends ya apne chahne walo se connected rah sakte hai. Mene apni pichli post me facebook account banana or fb id ko facebook page me convert karne ke bare me bataya tha. Aaj apko bataunga ki kaise twitter par account banante hai.

twitter kiya hai twitter par account kaise banaye

Twitter Kya Hai aur Twitter Par Apna Account Kaise Banaye?

Twitter ek social networking website hai. Isko March 2006 me Jack Dorsey ne banaya tha. Yah sabhi social networking sites se alag hai. Isme aap 140 sabdo me apna message likh kar share kar sakte hai, jisse tweet kahte hai.

Agar apka is par account hai to aap tweet bhi kar sakte hai. Aur aap jis jankari me interest rakhte hai usko janne ke liye apko bas usse follow karna hota hai. Par agar apne account nahi banaya to bas dusro ke tweet ko pad sakte hai.

Apka koi blog ye website hai to twitter profile page banane ki step by step jankari pata honi chahiye. aur Kisi bhi social sites par message ka autometic repply aap set kar sakte hai. ye me pahle hi bata chuka hu ki ye kaise hota hai. Yaha twitter me new account banane ke bare me puri details de raha hu taki apko account create karne me koi dikkat na ho.

  • Free Blog Website Kaise Banti Hai Janiye Puri Process 
  • Mobile Se Projector Kaise Banega Or Parde Par Video Kaise Chalate Hai Jaane

Twitter Account Kaise Banaye in Hindi

Account banane ka jo tarika bata raha hu usko achhe se samajh kar follow kare.

Steps

Sabse pahle https://twitter.com/ par jakar Sing up par click kare.

Sing up Twitter Account

Sing up ka ek form khulega usme apko apni details bharni hai.

Create New Twitter Account

  1.  Apna name likhe.
  2. Phone number ya email address daale. Yha jo process bata raha hu usme hum email id use karke account bana rahe hai.
  3. Account login ke liye jo password rakhna chahte hai wo daale.
  4. Details complate karne ke baad Sing up ke button par click kare.

Ab next step me apko apna mobile number enter karna hai.

Enter Your Phone Number

  1. Isse india hi rahne de.
  2. Apna phone number enter kare.
  3. Ab Next par click kare.
  4. Skip par click karke aap is step ko pura kiye bina bhi aage ja sakte hai.

Ab jo page open hoga usme apka account locked rahega. unlocked karne ke liye apko apna phone number verify karna hoga iske liye Start par click kare.

Verify Twitter Account

Ab jo step ayegi usme apko fir se apna number add karna hai. Yaha wahi number add kare jo apke pass ho kiyu ki twitter se apke mobile se ek call ayega usme account verify karne ka code bataya jayega.

Twitter Kya Hai in Hindi

  1. Country select kare
  2. apna phone number daale.
  3. Call me ke button par click kare.

Ab apke phone par twitter se ek call ayega jo unknown show hoga usko receve kare. Apko usme ek code bataya jayega usko note kar le.

Jo next page open hoga usme verification code daal kar Submit ke button par click kare.

Enter Vrification Code

Ab apka twitter par account ban gaya hai or unlock bhi ho gaya hai. Jo page aaya hai usme Continue to twitter par click kar ke apne account me ja sakte hai.

Your Twitter Account is Unlocked

Ab apka account to ban gaya hai ab apko twitter kaise chalate hai isme apni profile photo lagana hai or tweet kaise karte hai iske bare me janna hai.

Twitter Account

  1. Yaha click karke select karke upload photo kare.
  2. Yaha se aap tweet kar sakte hai.
  3. Yah search option hai isme type kar ke aap kisi ki bhi twitter par id find kar sakte hai.
  4. Aap yaha par bhi click karke apni profile image laga sakte hai.
  5. Yaha apko kuch famous logo ki profile id dikhai jayegi aap isko follow kar sakte hai.
  • Apne Friend Ka Wtsapp Profile Photo Kaise Change Kare 1 Minute Me
  • 3G Phone Me Jio Sim Kaise Use Kare

Ab apki twitter id complate teyar ho gai hai. Aap apne dosto ya jis subject me interested hai usko follow kare. Isme apko amitabh bachchan jaise famus logo ka bhi account mil jayega.

Apko twitter par account banana aa gaya hoga. Agar kuch puchna chahte hai to comment kare apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi. Is post ko apne dosto ke sath or facebook par share karna na bhule. Nai nahi trick ko apne email par pane ke liye is site ko suscribe jarur kare.

और पढ़े >>

Google Chrome Browser Se Save Password Remove/Delete Kaise Kare

2, August 2022 by Dharmendra Kumar 5 Comments

Google chrome browser se save password remove kaise kare: Jub aap Google Crome Browser par pahli bar Gmail, Mail ya koi other Account open karte hai, to aapse pucha jata hai ki kiya aap password ko is computer me save karna chahte hai. Yadi galti se Yes par Click ho jaye, to fir aapka mail ya account us computer par koi bhi aasani se khol sakta hai, kiyu ki wah Autometic aapka password istemal karta hai. Isse Remove karne ka easy button Internet Browser par mojud nahi hai. Yahi wajah hai ki jyada tar user isse remove nahi kar pate aur phir unke pass majburi me apna password badlne ke sivaye aur koi rasta baki nahi rahta.

Google Chrome Browser Me Pahle Se Save Password Remove/Delete Kaise Kare

 

Chrome Browser Se Save Password Remove, Delete Ya Edit Karne Ka Tarika

Iske liye aap yah web pata open kar sakte hai…https://support.google.com/chrome/answer/95606 Isme aapko saved password remove kaise karte hai, or manege karne ki puri jankari mil jayegi, aur Save Password remove ka step apko bata raha hu yah steps follow kar sakte hai

Step .1

Chrome Browser ke right side sabse upar 3 aadi rekhao par click kare.

Step 2.

Ab isme Setting ke option par click kare, aur open hone wale page me sabse niche Advance Setting me jaye.
advance setting chrome browser

Step 3.

Waha aapko Password and forms likhi hui line dekhegi, usme Manage Password ka option hai click kare.

Step 4.

Ab aapke samne ek popup window me sabhi computer par saved sabhi password mil jayenge, inko aap remove kar sakte hai ya edit kare.

remove delete password in computer

Google Chrome Browser se seved password remove ya kaise hataye iski jankari apko kaise lagi comment me jarur bataye. Is article ko apne dosto se share karna na bhule. Hamari website par updet hone wale latest trick ki jankari pane ke liye Facebook Page Digital New Hunt Like kar sakte hai.

और पढ़े >>

Janiye Whatsapp Contact Sharing Policy Kya Hai?

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Hum apne whatsapp contact number list ko sabhi se chhupa ke rakhte hai. Koi nahi chahega unke messageing privacy aam logo se share ho. Facebook ke founder Mark Zuckerberg ne Mobile Messageing Application Whatsapp ko kuch samye pahle hi 19 Arab Ameriki Dollar me kharida tha. Tab logo ke samjh nahi aa raha tha ki facebook ka plane kiya hai.

Whatsapp Contact Sharing Policy Ki Jankari

Facebook ne jo tark diya tha uske mutabik aisa isliye kiya ja raha hai taki “hum duniya ke aur adhik logo ko facebook se connect kar sake”. Par ab facebook ne apni nayi vgyapan policy lagu ki hai, jisme user khud aur apke facebook se whatsapp contect ko share kiye jayenge. Iske liye facebook ka kahna hai ki hamare user ko ko unki jarurat ke hisab se sahi se vigyapan mil sake.

Facebook Ki Nayi Whatsapp Contact Number Sharing Policy Kiya Hai?

Whatsapp me ek new notification Whatsapp Alert ke name se show ho raha hai.

Are you sure don’t want to use your whatsapp account information to improve your facebook adds and products experiences? if youtap “don’t share” , you won’t be able to change this in the future.

CANCEL DON’T SHARE

Is policy ke dwara usres se puchh raha hai ki “kiya aap apne Contact Number Share karna chahte hai ya nahi?” 30 Day ka time diyaja raha hai.

Lekin dikkat yah hai ki yah Whatsapp Alart bahut chote sabdo me likhi hui hai. Aur log isko bina pade aur samjhe hi accept kar rahe hai.

Agar apne bhi galti se is new policy ko bina padhe svikar kar liya hai to isse bahar ane ka tarika bata raha hu, taki apka aur apke friends ke whatsapp contact list facebook par share na ho sake.

Kaise RokeWhatsapp Contact List Ko Facebook Me Jaane Se?

Agar aap whatsapp ki nayi contact number sharing policy se parsan hai ya apne ye policy jane anjane me accepat kar li hai to is problem se chutkara pane ka sahi tarika hum bata rahe hai. Ise follow kar ke contect numbero ko FB par share hone se rok sakte hai.

Whatsapp Contact Number Facebook Par Jane Se Rokne Ka Tarika

Iske liye whatsapp ki setting me jakar kuch changes karne honge, aur ek click par apki yah paresani dur ho jayegi. Iske do tarike hai jo me bata raha hu.

Method 1: Don’t Accept Whatsapp Notification

  • WhatsApp App par is policy ko lekar ane wale notification ke Accept Option par click na kare.
  • Company iske liye 30 din ka samye de rahi hai iske bad yah notification autometic show hona band ho jayega.

Method 2: Cancel Whatsapp Policy

Agar apne yah policy accept kar liya hai to Ise cancel kar ke bacha ja sakta hai. Iske liye apko whatsapp ki setting me jakar kuch setting ko badlna hoga.

  • Sabse pahle Whatsapp ki Setting me jaye, aur Account ke option par click kare.
  • Sabse niche Read More ka option hoga click kare, wha apko Accept click ko unclick karna hai.
  • Jaise hi Accept ko unclick karenge aap is policy se bahar nikal jayenge.
  • Iske baad aapke All contect number kabhi bhi FB ke sath share nahi kare jayenge.

Note – “ho skta hai ki yah policy apke whatsapp app par abhi nahi aa rahi hogi. par jub bhi apka whatsapp updet hoga yah policy dikhne lagegi. isliye koi bhi terms and policy accept karne se pahle padhe jarur”

Whatsapp Contact Sharing Policy se Facebook par Number Jane se Rokane ki Jankari apko kaisi lagi ya agar apko kuchh puchna hai to comment jarur kare. Apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi.

Ye Bhi Padhe :-
  • Free Antivirus Android Mobile Ke Liye Kaise Download Kare.
  • ATM Card Debit Card Aur Credit Card Me Antar Kya Hai?
  • Dukan Ke Liye Loan Kaise Le – Loan Lene Ka Tarika.
  • WhatsApp Message Ka Auto Reply Kaise Set Kare.
और पढ़े >>

Online Photo Sell Kar Ke Paisa Kaise Kamaye

2, August 2022 by Dharmendra Kumar 5 Comments

Agar aap online Photo Sell kar ke paisa kamane ke liye Easy Tarika Find kar rahe hai to aaj is post me iski jankari bata raha hu jo bahut use full hai. Agar aap mobile phone se Photography karne ke sokin hai to apke liye Internet se online paisa kamane ka ek bahut hi aasan tarika lekar aaye hai aur aap iss tarike ka upyog karke bahut badiya income har mahine kama sakte hai. online photo sell kar ke paisa kaise kamaye vistar se samjhe.

online photo sell kar ke paisa kaise kamate hai

 

Smartphone mobile ki takat hai ki aaj har koi Photographer hai. Ek anuman ke mutabik aaj duniya me internet par online kharbo Photographes hai aur inme se jyada tar mobile phone se click ki gai hai.

Agar aap bhi apne smartphone ki tarah smart hai aur phone ke Camera se quality wale photo le sakte hai, to aap in photo ke jariye paisa kama sakte hai. online photo Sell kar ke Money Earn karne ka kam muskil jarur hai, lekin yadi apki tasvire ( तस्वीर ) unique aur creative hai, to ye aap internet par sell kar ke online paisa kama sakte hai.

Aaj bahut se log issi tarah photo online bechkar karte hai aur paisa kamate hai. Is hoby ko aap apni amdani ka jariya bana sakte hai,aur mahine ke hajaro rupaye payment ki kamai karte hai. Aiye jane ki photo bech kar internet par
online paisa kaise kamate hai.

Internet Par Photo Sell Kar Ke Online Paise Kamane Ke Tarike

1. Instagram

Yadi istagram ek desh hota, to isme logo ki sankhiya America ki abadi se bhi jayada hoti. Aap bhi Instagram par apna account banakar photo upload kar ke online paisa bana sakte hai. Instagram par sabse pahle followers ko badhaye uske bad apna store open kar ke unique photo upload kare. Link…..
http://instagram.com

Yah Bhi Padhe

  • Online paisa kaise kamaya jata hai janiye
  • Mobile ko projector bana kar dewar ya parde par video aise chalaye

2. Foap

Yah ek aisa free app hai, jo apko apni photoz sell karne ka sidha option deta hai. Is par  account banakar aap $5 me photo sell kar ke online paisa kama sakte hai. Us photo ko aap kitne bhi logo ko sell kar sakte
hai. Link…… https://www.foap.com

3. Clashote

Is app par bhi aap apna account banakar bahut hi esy tarike se photo upload kar sakte hai. Iske bad har photo sell par apko Half dollar se lekar $80 dollar tak ka kamisan mil sakta hai. clashot websaite internet se paisa online kamai karne ka bahut easy tarika hai. Link………
https://clashot.com

4. Alamy

Is par 60 million images aur videos sell karne ke liye dale gaye hai. Alamy ke customer ki sankhya bahut adhik hai aur puri duina me hai. Is website par har mahine lakho log ate hai image buy karne ke liye aur bahut se compnay bhi isi website se apne image ko buy karti hai. Agar apke pass badhiy image hai to iss website me par sell kar sakte hai.

Alamy par jane ke liye. Link…… http://www.alamy.com/

5. Dreams Time

Yah website stock photo market ka ek bahut bada brand hai. Internet marketer Aur blogger apne website ke content me used karne wale Photo/Image ko yahi se kharidte hai. yah apki jitni photo bikti hai us hisab se payment deta hai aur iska price 20% se 30% per sale tak hota hai. jaha tak mera manana hai apne photo ko online sell karne ke liye ye Best Website hai isliye aaj hi iss website par apna acount banaye aur apne phone ke dwara click kiye gaye professional image ko sell karna suru kar de. Link……. https://www.dreamstime.com/

5. Shutterstock

SutterStock ek bahut hi papular website hai jaha aap apne photo ko sell kar sakte hai. ShutterStock par jitna jyada log aapke image ko buy karege utna hi jyada aapko paise milege. SutterStock aapko $0.25 se $28 tak har image ke sell par deti hai. iss website ki price aapke image ke quality aur size par depands karta hai. Link……… http://www.shutterstock.com/

 

6. Crestock

Sabse pahle is website par free account banana padta hai. Photo sell karne ke liye isme register ho photo ko upload karna hota hai, phir Crestock ki team image ka review karti hai aur is ke baad wbsite pe purchase ke liye available kar diya jata hai. Aapke image ke har sell ke 30% share aapko milta hai. Aapke sabhi earning aur sell ki list My Account ke niche show hoga. Kamaye gaye paisa ko paypal ke dwara nikal sakte hai. Link…….. http://www.crestock.com/

Dosto apko photo sell karke internet se online paisa kaise kamaye ki jankari kaisi lagi comment me jarur bataye, agar apko kuchh puchna hai to bataye me apki har sawalo ka jawab dene ki kosis karunga. Apna 2 minute ka samye nikalkar is article ko facebook jaise site par share karna na bhule.
और पढ़े >>

Android Mobile Phone Chori Hone Se Kaise Bachaye

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Agar kabhi koi aapka android mobile phone chori kar le, to aap paresani me pad sakte hai. Kiyu ki aapke phone me personal photos, videos, data, informations, contact number or passwords save rahte hai. Inka kisi ke bhi hath lagna matlb aapka musibt me padna hai. Aise me phone kharidne ke baad chori na ho iske liye jaruri upaye kar lena chahiye. In this post mobile phone chori hone se kaise bachaye iski jankari share kar raha hu.

Mobile Phone Chori Hone Se Kaise Bachaye Khoje Pata Kare

Also Like :- Paid Android Application & Games Free Main Kaise Istemaal Kare

IMEI number se mobile kaise pata kare ya chori ke phone ko find kaise kare, Lost Mobile ko kaise dhunda jata hai. Akshar log apna phone chori hone ke bad internet par isi tarah search karte hai. Agar apka mobile bhi koi chori kar le jaye ya kahi gir jaye to aap asani se uska pata laga sakte hai. par iske liye apko phone kharidne ke bad kuch upaye karne hoge. isse hoga apka phone chori hoga to pata lagane me koi paresani nahi hogi.

Android Mobile Phone Chori Hone Se Kaise Bachaye?

Yaha jo tarika bata raha hu usme apko apna phone Find My Phone se connect karna hoga. Yah ek phone tracker app hai jisme apki phone ki sabhi details save rahti hai. Find My Phone ke option ki madad se aap apne smart phone par ring, lock or phone me mojud data bhi delete kiya ja sakta hai. Par phone chori hone ke bad sabse jaruri yah hai ki apka device On hona chahiye. matlab ki chor ne apka mobile switch Off na kiya ho or Intrnet data ko off na kiya ho ya GPS chalu rakha ho. Ab yah kaise kaam karega iske liye aage ki steps follow kare.

  1. Sabse pahle apne computer ya tablet me windowsphone.com website khol kar isme apna ek account create kare.
  2. Account banane ke liye aap apni email ID ka bhi use kar sakte hai. Email id wahi use kare jo aap apne phone me use karte hai.
  3. Ab login kar ke isme explore section me mojud Find My Phone par clik kare.
  4. Ab apko Phone number verify karna he phone no. verify hote hi aapke phone par ek sms aayega or aapke phone par full volume me ring bajne lagegi chahe aapka phone silent mod me hi kyu na ho.
  5. Ab apki process puri ho gayi hai. Iske bad jub bhi aapka pahone chori ya kho jaye to is website ki madad se apne phone par ring kar sakte hai.

Also Like :- Janiye Mobile Track Karne Ka Sabse Easy Tarika

Note:- Upar ki process puri hone ke bad apko apne phone ko Google Maps se connect kar ke verify karna hai. taki agar apke phone me GPS on hai to bhi apke phone ki location pata lagaya ja sake.

Find My Phone Ki Madad Se Mobile Phone Chori Hone Par Kaise Trace Kare?

Ab jub bhi apka mobile chori ho jaye to, location pata karne ke liye Find My Phone me Location option par click kar ke apne mobile ka pata laga sakte hai. Iske liye aap nich diye gaye steps follow kare.

Also Like :- Aise Kare Apne Mobile Phone Ko T.V. Se Connect

  1. Agar aapko lagta he ki aapka khoya hua phone ka koi bhi miss use kar sakta hai to aap phone ko Find My Phone ke option me jakar sabse pahle Lock laga de.
  2. Ab aap Find my Phone ke phone location option par jakar track kar ke location malum kar sakte hai.
  3. Agar aapka smart phone nahi mil raha to to aap phone ke sare data ko Find My Phone ki madad se Delete kar sakte hai. Iske liye bhi aapke Smart Phone me Internet ka chalu hona jaruri ahi.

Yah thi kuch short details…ab aage hum aapko Mobile chori hone se kaise bachaye ki puri jaankari batate hai. 

Also Like :- Aise Pata Kare Mobile Number Ka Name Location Address

Mobile Chori Hone Se Bachane Ka Tarika :

Steps:-

  • Sabse pahle apne android smartphone mein anti theft application ko install kare.
  • Ab iss application ko open kare aur settings me jakar security option me PIN/Pattern Password set kare.
  • Password set karne ke baad application ke homepage par aa jaye. Waha 4 alag-alag tarah ke alarm dikhenge.
  • Ye cahro alarm alag-alag warning dete hai Like…

1. Charger detection mode

Railway station ya kisi public place me charger detection mode activate kar ke apna phone charging pe laga dete hai. Agar koi aapka phone charging se hatane ki koshish karta hai tab loudly alarm bajne lagta hai aur aapko turant pata chal jata hai ki phone koi chori kar raha hai usse aap pakad sakte ho.

Also Like:- Ab Ghar Baithe Banaye Apne Mobile Ko Projector

2. Motion detection mode

Agar aapka mobile kahi rakha huaa hai aur aapne Motion Detection ko activate kar rakha hai, to aapka mobile koi hilane ki bhi kosish karega to alarm bajne lagega or aapko pata chal jayega ki koi mobile chori kar raha hai.

3. Proximity detection mode

Ye alarm un logo ke liye jyada helpful hai, jo jyadatar time Bus, Auto, Train jaise bhid-bhad wale public transport ka use karte hai. Kyu ki is tarah ki jagah par adhiktar phones pocket se chori hote hai. Is option ko On karne ke baad koi bhi aapke pocket se mobile nikalne ki kosish karega, to alarm bajne lagega aur aap turant mobile chor ko pakad sakte hai.

Also Like :- Bina Internet Ab Youtube Par Video Dekhe

4. Sim detection mode

Agar aapka smartphone chori ho gaya aur chor aapkei phone se sim nikal kar nayi sim lagata hai, to toh aapko text message se phone ka IMEI, Country, Mobile Number, Opertaor detail recieve ho jati hai. Par in sabke liye jaruri hai, ki jub aap is mod ko activate kare, tab aapko apna name, emergency phone number ( koi bhi working other number ) aur email address enter kare. Isse jub bhi mobile chori hoga aaoko sabhi details recieve ho jaye.

Dosto ummid hai ki apka mobile phone chori hone par pata lagane me yah article se kafi madad milegi. Agar apka koi sawal hai to comment kare. Is website par update hone wale latest trick ko facbook par pane ke liye Like Kare Facbook Page Digital New Hunt or sath hi aap yah post Share karna na bhule.

और पढ़े >>
  • <<
  • Go to page 1
  • Go to page 2
  • Go to page 3
  • Go to page 4
  • Go to page 5
  • Interim pages omitted …
  • Go to page 43
  • >>

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।