Post Ko jaldi Search Engine Me Kaise Laye??? Dosto Jub bhi hum koi new article ko blog par publish karte hai, to post google search engine par juldi nahi aata, Google, Bing, Yahoo aur Ask me Post ko search me aane me 3-4 din lag jate hai. kiya apko pata hai aisa kiyu hota hai? Aisa isliye hota hai jis topic par aap post apne blog me dalte ho, uske bare me pahle se hi bahut se blogger ne apne blog par likh chuke hai. Is liye pahle se dale gaye post ya title wale article ke link ko search engine juldi index nahi karta. Agar apki post uniqe, latest jankari wali or usme SEO complate hai to 1-2 hours me hi search me dikhai dene lagegi. Pahle se mojud subject ke new post ko search me kaise laye.
Iska ek Tarika hai Google search console ‘I Hope ki apne Search Console ( Webmaster Tool ) par account bana kar blog ko submit jarur kara hoga’ iski madad se aap apne kisi bhi new post ko turant google search me la sakte hai. kiyu ki blog par traffic increase karne ke liye ye jaroori hai ki aapki post jaldi se google search me index ho. Agar apko blog par dalne ke bad post ko juldi search me dikhana hai to bataye gaye sabhi steps ko sahi tarike se follow kare.
Google Search Me Post Ko Juldi Index Kaise Kare ?
Kisi bhi new post ko search engine me fast index karna bahut easy hai, Bas apko googlgoogle search console ki puri jankari honi chahiye. usme apki site connect or sitemap website ka google search console me add hona chahiye. me jo method bata raha hu usko ache se step by step follow kare.
Also Read :-
- Blogspot Blog Me Custom Robots Header Tags Kaise Set, Enable Kare
- Top 10 Tarika Blog Ke Liye Adsense Account Approved Juldi ( Fast ) Kaise Karaye
Step 1.
Sabse pahle Google Search Console me Login kare. Isme apni website par click kare.
Step 2.
Dashboard open hoga Usme Crawl — Fetch as Google par jaye.
Step 3.
Jo page khulega usme apko jis post ko juldi search me lana hai uska link submit karna hai.
Apni post ka URL dalkar FETCH ke Button Par click kar de.
Step 4.
Ab apka post ka Link Fetch ke list me add ho gaya hai. Usme index ka option dikhai dega us par click kare.
Step 5.
Ek popup window khulegi.
- Captcha challenge par Tick Mark kar de.
- Crawl only this URL ko salect kare.
- Go ke button par click kare.
Step 6.
Ab apka post google me index ho gaya hai. 2 minute bad post search me show hone lagega aap chack kar sakte hai.
Is Feature se aap 1 month me 500 post ko hi index kar sakte hai. aur itna kafi hai hai pure mahine ke liye.
Dosto apne new post blog par dalne ke bad search me show kiyu nahi hota iska karan aur post ko google search me juldi dikhane ka tarika ki jankari apko kaisi lagi ya apka koi sawal hai to camment kar sakte hai.
mere post to hue ne show apne bola ki do mint bad hogi plz help me sir mere blog ko jb google me serach krta hu to sirf he show hota hai or jo kuch be post show hoti hai unke niche purane wala he web address likha hua ata hai gajabwap.blogspot.com
bhai apka post search enginge me show ho gaya hai. But apne post ki SEO thik tarah se nhi kihai so apki post bahut niche chaligai hai. Aap agar post SEO Friendly nahi likhoge to apki koi bhi post search me 1st page par nahi show hogi.
Helpful article..