Dosto agar aap android mobile ka use karte hai. Aapke Mobile Ki RAM bahut kam hai. Is wajah jyada big size wale games or application aap aapne smartphone mai nahi chala pate hai. Aur Smart Phone me bar bar hanging problem ka hona. Low internal memory ki wajah se phone bahut slow chalta hai ya hang ho jata hai. In this post apko bataunga Android Mobile ki RAM kaise badhaye wo bhi 100% Working tricks.
Akshar kam internal memory wale smartphone use karne walo ko bahut parsani hoti hai. Apni is parsani ka hal dundhne ke liye wo internet par mobile ki ram badhane ki trick khojte hai. Apko is post me iska 100% working tarika bata raha hu. Android phone me SD Card ko RAM bana kar mobile ki internal memory ke space ko badaya ja sakta hai. Aap is tricks se phone ki performance fast kar sakte hai. Chahe aapka phone old modal hi kiyu na ho. Agar apke smartphone ki Internal Memory 512MB hai. Toh memory card se mobile ram 1gb, 2gb ya jitna chahe internal memory ko bada sakte hai.
- Android phone root karne ke software or apps ki jankari
- Phone root kare apne mobile se bina computer using
Android Mobile Ki RAM Kaise Badhaye? [ 100% Working Tarike ]
Mobile ki RAM badane ki jo jankari me aapko bata raha hu. Wo ek apps ROEHSOFT RAM EXPANDER madad se SD Card se phone ki ram ko increase karte hai. Yah Apps SD Card ko 2 bhag me bant deti hai. Ek bhag ko Android Mobile Phone me RAM bana deta hai. Par iske liye apke device ke SD Card me kam se kam 2gb ka Free space hona chahiye. Agar aapke Phone ke SD Card me 2gb free space hai. Toh SD Card ko kaise RAM bana kar use kar sakte hai aage padhe.
Android Mobile Ki RAM Badhane Ke Liye Kin Chijo Ki Jarurat Hai ?
Agar aap yaha diye gaye Mobile Ki RAM Badhane Ke tarike ka use kar rahe hai. Iske liye aapke pass 3 chije ka hona jaruri hai.
- Root kiya huwa Android Mobile Phone.
- Roehsoft RAM Expander Apps.
- Kam se kam 4GB ka SD Card(Memory Card)
SD Card Se Android Mobile Ki RAM Badane Ka Tarika
Roehsoft Expander Apps memery card ko 2 partition bana kar mobile me ek partition ko RAM bana deta hai and dusra partition apka memory space rahta hai. Jisme aap apne sabhi data jaise image, photo, song aur video ko save kar sakte hai. Par is Apps ki madad se aapne phone ki ram ko badane ke liye aapka android root hona jaruri hai.
Agar aapka Phone root nahi hai to pahle aap apne phone ko Root kar le. Phone Root karna kiya hota hai, Mobile rooting kise kahte hai or Android ko root kaise karte hai iski jankari pahle hi share kar chuka hu. Apne android phone ko Root karne ki puri details ke liye aap yah post read kar sakte hai :- Android Smartphone Mobile Ko Root Kaise Karte Hai Iski Puri Jankari
Smartphone Mobile Ki RAM kaise Badhate Hai?
Iske liye aapko kuchh steps ko follow karne he. Aasani se aap apne phone ke SD Card ko RAM me badal kar use kar sakte hai. Par isse pahle aap apne external memory card me save sabhi jaruri data ko copy kar ke kahi par bhi rakh ya fir uska backup bana le. Kiyu ki ho sakta hai process ke samay pura card format ho jaye. Card ke backup lene ke baad aage ki steps ko follow Kare.
Also Read :-
- Mobile ko prejector bana kar parde par video kaise chalate hai
- Kisi bhi android phone ka pattern lock brack kare pal-bhar me
Step 1.
Sabse pahle apne Rooted Android Mobile me Roehsoft Apps Download kar ke install kare or phone ko restart kare.
Step 2.
Phone Restart karne ke bad phone me Roehsoft Expander App ko open kare. Or isme sabse upar ki green colur ki line SwpFile usme jo Dot hai usko right side ki taraf khiche (drag) kare. Aapko jitni MB ya GB RAM banani hai is line ke Dot ko utna khiche (drag) kare.
Step 3.
Ab niche dusri green line Swappiness hai is par bhi ek Dot hai is Dot ko pura Right Side me khiche (darge) kare. Or upar ki taraf Swap Active ka button hai is par click kare
Step 4.
Jaise hi aap Swap Active button par click karenge Swap File create hona suru ho jayega or Swap File create hone tak ka wait kare.
Step 5.
Jub Swap File 100% create ho jaye iske bad phone me sabhi open apps ko close kar de or phone ko Restart kare.
Also Read :- Phone me ek sath 2 whatsapp account use karne ka tarika
Ab SD Card se apke Mobile ki RAM increase ho gayi hai par yah badi hui RAM aapke mobile ke setting me show nahi hoga kiyu ki is trick se Android Phone ki vertual RAM badti hai. Phone ki setting me ye kabhi show nahi hoga par aapke phone ki speed fast jarur ho jayegi check kar sakte hai.
Troidvpn app ki puri jankari den free net nahi chala parahahun plz sire
App sahi se bataye free internet chalane me kiya problame ho rahi hai, tabhi aapki help kar paunga
sir kya jaruri hai kya 4gb he memory card chahiye 8gb se nhi hoga kya aur agar phone se memory card remove kiya toh kuch problem hogi kya
8GB card se bhi ho jayega, card ko remove karne se koi problem nhi hogi.
video guide to increase ram upto 4gb
Bro plz send me your website's template on my email.
Onlinepublichelp9@gmail.com
Apna Email check karo mene download link send kar diya hai……..uski madad se template download kar lo
Es email I'd par send kijiye.
Onlinepublichelp9@gmail.com
Aapne jo first time send kiya tha usme Maine glti Se aapko galat email I'd de Di thi.
Uske Liye sorry.
But ab aap es email I'd par send kr kijiye.
Email I'd :- onlinepublichelp9@gmail.com
Ya fir WhatsApp par send kr kijiye.
WhatsApp Number :- 8743041902
Apna mail check karo link send kar diya mene
Bhai ye to rar file show kr RHA hai Jo 19 mb ka hai
isko download karo fir extract kar lo isme template mil jayega
Only ak hi link send kijiye jisse mai direct download kr shaku
yah sabhi link ek hi template ke hai kisi se bhi download kar lo
thanks plz watch my site onlinepublichelp.blogspot.com
Great Article bro..
Thanks bro.
Hello sir mere sd card me 2gb space available hai main 1400mb increase karna chahta hu 1400mb ram increase hone ke baad sd card kitne mb khali bachegi please sir bataiye
2GB matlab 2000mb ab apko 1400mb ram banani hai to apke pass 600mb ram bachegi
Thank you sir maine apne phone ki ram 1400mb increase kar liya hai kya ab main RAMXPANDER app ko Uninstall kar sakta hu uninstall karne se 1400mb ram jo maine increase kiya tha wo ghategi toh nahi
1. Uninstall mat karo usko hide kar do.
2. Apne jo 1400mb ram increase kiya ha wo kam nahi hogi.
Thank you sir maine apne phone me 1400mb ram increase kar liya hai kya ab main RAMEXPANDER app ko uninstall kar sakta hu uninstall karne se ram ghategi to nahi
Mera whatsapp no 9504461288 hai es pr bhi ek link bhej dijiye Sir please…..
konsa link bejna hai????
Sir muje yr file send kro
Roensoft file send kr do
iska link mene post me hi diya hai aap uspar click kar ke download kar sakte ho
Sir ye mera whatsapp num hai 8923128824 sir jo ye app hai ye 150 rupai ki hai playstore par please koi aur link send kar dijiyai is app ki please sir
Aap isse free me bhi install kar sakte hai iske liye yah post read kare …… Paid app free use kaise kare
Bhai App download k liye 150 rs lagrai Roeh ram expander k liye ye free nhi milega kya??
Free me milega iske liye aap yah post read kare…Android Paid Apps & Games Free Main Use Kaise Kare 2 Tarike
Micromax bolt a24 mobile uska v2.3.5 he usme 2whatsapp kese use kare
iske bare me mene post ki hai aap yah post read kare…….1 Mobile Phone Me 2 ya 3 Whatsapp Account Kaise Use Kare Step by step Puri Jankari
Mujhe kaisen pta chLegAA KI meri ram bd gyi mere SD card m 1gb ki swap file aa chuki h phir b phone slow hi h
RAM badhne par aap check nahi kar sakte…or phone slow hone ke bahut sa karan hai…agar apne adhik apps ya phone memory ke space kam ho jane par bhi phone slow ho jata hai.
gud post, dharmendra sir kya me apki site par guest post kar sakta hu
ha jarur kar sakte ho
Thanku
bhaiya mobile ki Ram badane she mobile ki system kuchh to kharb hota hoga
Abhi tak to aisi koi baat samne nahi aai.
Mohd anish new Dilhe Tigri 110062
Lava mobile ka company k taraf se kon sa password laga rahta h
HELLO ji y app download nahi ho raha h play store se karne par 300 rupees mang raha h
aap isse free me download kar sakte hai..iska tarika mene apni post me bataya hai…….is post ko read karo…Android Paid Apps & Games Free Main Use karne ke Tarike
Koi video hai kya
abhi to nahi hai…but juld hi apni sabhi post ka video bana kar youtube par dalne wala hu.
Bro kya 2G cell ko 3G karne ka koi tarika hain
nahi aisa koi tarika nahi hai.
Bhut acche jankari di aapne mobile ke baare me dhanaybad for sharing this post.