Dosto Blog ke liye Live Traffic Feed ek useful Widget hai. Ye aapke site par ane wale traffic ko online track karta hai jo sabhi Visitor dekh sakte hai. Is widget ko blog par lagane ke bad apke blog par traffic ki puri jankari batata hai. In this post apko blog me live traffic widget kaise add kare iske bare me bata raha hu.
Read This :- Blog Ka Traffic Badane Ke Liye Post Me Dusri ( Old ) Post Ka Link Kaise Add Kare
Agar aap chahte sabhi visitor yah dekh sake ki apke blog par kon kon si Country se log aa rahe hai, Visitor ki Location, konsi post jyada padhi ja rahi hai aur kis time visitor ne apko blog ko kitni der Visit kiya to, apne blog par live traffic widget lagaye.
Blog Me Live Traffic Widget Kaise Add Kaise Karte Hai? in Hindi
Visitor counter widget for blogger ko apne blog par lagane ke liye step by step bata raha hu follow kare. Agar koi problem aaye to comment kare.
Read This :- Janiye In Lady Blogger Ke Bare Me Jinhone Blogging Me Apna Career Banaya
Blog Par Live Traffic Widget Lagane Ka Tarika
1. Sabse pahle feedjit.com par jaye.
2. Personalize Your Feedjit ka page khulega usme Live Traffic Feed Box ko Cutomize karna hai.
- Color select kare.
- Widget ka Size set kare.
- Aap Blogger, WordPress ya Website jisme bhi Widget Install karna chahte hai, wo option chune.
- Last me Go ke button par click kar de.
4. Ab Instructions For Installing On Blogger ka next page open hoga.
- Apne blogger blog me Sing in ho kar is Widget ko Direct apne blog me laga sakte hai.
- Yaha se visitor counter html code copy kar ke blog me online live traffic feed widget add karna hai. Iske liye aage ki steps follow kare.
Live Traffic Feed Widget Ka Code Blog Me Lagane Ki Jankari
1. Live traffic widget ko setup karne ke liye apne blog ke Deashboard >> Layout >> add a gadget >> HTML/Javascrip par click kare.
2. Isme copy kiya huaa code paste kar de or Save par click kare.
“congratulation!” Ab apke blog me live traffic dekhane wala widget lag gaya hai check kar sakte hai. Yah kis post me kon is wqt aur kaha se online hai batayega.
Raed This :- Top 10 Tarike Blog Ke Liye Adsense Account Juldi Approved Karane Ke
Yah apke blog me lagane ke bad kich is tarah dikhega.
Preview LiveTraffic Feed
nice articale thank you
बहुत ही बढ़िया जानकारी दिया है सर