How To Reset ( Format ) Android Smartphone?
Android phone ko format kaise kare: Dosto akashar dekha jata hai jub hum naya android smartphone lete hai, to suru mai kafi achhi speed me chalta hai. Par jaise jaise purana mobile hone lagta hai uski speed slow hoti jati hai or kai bar to hang phone bhi hone lag jata jai. Agar aisa hota hai to isko thik karne ke liye Android Smartphone ko format kar dena chahiye or yah phone reset karne se hi hoga. Aaj hum janege ki Format android phone ko karne ke lye Hard Reset kaise karte hai. Is se pahle ki hum yah kare kuch sawal aise hai jinka jawab sabhi ko malum hona chahiye, aaiye jane android phone ko formet karne ka tarika.
Android Phone Ka Slow Or Hang Kiyu Hota Hai ???
Kabhi kabhi android mobile mai jiyada Data Save ho jane ke kran ya phir virus aa jane se smartphone ki speed bahut slow hone lagti hai, sath me phone atak atak kar chalne lag jata hai. Aise condition me smartphone format karne se ye problem sahi ho jati hai. Aur sabhi bekar faltu ki chize phone se bahar nikal jata hai.
Also Read :-
- Android Smartphone mobile ka pattern lock ko unlock karna janiye.
- Kisi bhi mobile ka password tode 2 minute me.
Android Phone Ko Format ( Hard Reset ) Karne Se Kiya Fayede Hai ???
- Mobile Phone ki Memory khali ho jati hai.
- Faltu ke deta or junk file hai wo sub delete ho jayega. phone me wahi chije save rahegi jinko delete nahi kiya ja sakta hai.
- Phone ki speed pahle jaise Fast ho jayegi.
- Smartphone me Unuse bekar applecation uninstall ho jayegi.
- Smartphone ki Settings New mobile ki tarah ho jayegi.
Android Phone Ko Format Kaise Karte Hai ???
Step 1.
Sbase pahle apne phone me Setting par jakar Privacy Option salect kare.
Step 2.
sake bad Backup My Data or Autometic Restor Option par Tik Mark laga de taki aapka deta save rahe.
Step 3.
Isake bad Factory Data Reset option par click karke apna phone ko reset kar de.
Step 4.
Mobile ko Reset karne se pahle agar aapki mobile screen me Pattern, Lock ya Password Code laga huaa hai to usko Unlock kare.
धन्यवाद
Sir hm apne mobile ko bar bar reset kr dete hy to mere mobile pr kuchh problem hoga kya
Nahi reset karne se kou problem nahi hogi
Comment:sir mmaine apne mobile ko but bar reset kr diya jisse uski internal storage kam ho hai hai or koi bhi application install nhi ho rhi hai
Ek baar apne phone ko hard reset karo.
Sr mera phone reset marne k bad problem krne lag gya,usme camera start krte waqt “can’t connect camera, please restart ur phone “.aisa show krta h phle aisa bilkul nhi krta tha. Lenovo vibe k5 m
Apne phone ki setting me jaye or system apps par click kar ke usme camera par click kare. Niche ki taraf restore default setting par click karke camera restore kare…..iske baad camera on karne par “can’t connect camera errore nahi ayega.
sir mera phone lenovo A6000 he isme tawer nahi aa mene usko system update kari par vo esa kus Aa raha he
” upgrade package signature does not match, cannot install this upgrade package
please sir help me
ek bar apne phone ko hard reset karo uske baad update kari tower aa jayega.
Sir mene Hard resat bhi kiya magar wahi problem Aa rahi he
konsi problem
Sir mera n
Mobile ka version Lollipop he
Mene usko Marshmallow version kese update kare
Iska zip file download kese kare
iski jankari mujhe nahi pata.sory
sir maine apna mobile formet kiya tha or ab wo chalu hone ke baad email id mang rha hai or daalne ke baad bhi chalu ni ho rha hai pls sir batao kya karun
panasonic eluga l2
Ab ek kaam karo phone me se sim nikal kar on karo ….uske baad sabhi steps me next next karte jawo….jub phone pura on ho jaye to off kar ke sim daal lena fir email nahi magega.
ma ne tab ko reset kiya hai likh wo abhi chal ne raha
reset kaise kara tha apne???
Sir ham computer Se mobile ko reset ya screen lock ko hta skte he kya agr ha to kese htaye
software ki madad se lock hata sakte hai……..apka mobile konsa hai???
Samsung Galaxy s2 GT i9100
SIR ..me me 30 minit se bhi jyada time lag gya bt..phone fir se start nahi hoi sakta..kyu ? Kitne time lagte hee
Apka phone konsa hai???
Sir mene factory reset kiya tha Samsung j2 but ab woh start ni ho rha btata hai lincence end click ni hota next me
apne phone ko ek baar hard reset kar lo.
Sir mera phone hi restore nhi ho rha hai Mai jb bhi apna phone KO restore krona chahta hi to nhi ho rha hai pls solution de
Meta mobile no 7780632665
apka mobile konsa hai???
Comment:reset karne se intrnal memory ka android folder kaa all data clear ho jayega kya ???
agar hard reset karte ho tab apke data remove ho sakta hai.
Bhai Google tej application kisi mobile par first baar download karne par 51 rupay milte hai
to kya ham Aisha kar sakte hai ki baar baat apna phone reset karke paisa kamaye
abhi mene ye app use nahi kiya isliye iski puri details agli post me bataunga.
Sir mera phone net chalane par garam ho raha hay 5 mint me hi aaor to me phone ko reset 10 bar kar chuka hu
Apke phone ke sabhi apps background me run kar rahe hai..jo apps galtu ke hai unko desable kar do.
Bhai mai tum se whatsapp pr contact krna chahta hu so plz add me
Kisi Bhi Mobile Phone Ko Reset Karne Par Usme Install Sabhi Application Automatic Delete Ho Jati Hai Ya Fir Kuch Baki Bhi Rah Jati Hai…
Plz Bataye…
apne jo apps install kiye hai wo sabhi delete ho jayenge.
Dharmendra Ji Aapne Jo Tarika Bataya Hai Wo Toh Phone On Rhne Ke Situation Me Possible Hai.
v nice post
Sir mera phone reset nahi ho raha hai password maang raha hai jab main password fill karta hoon to password incorrect bata raha hai jabki mera password thik hai
agar aapka phone android hai to aap password reset karne ke liye yah post read kare…
Hello
Very nice and informative article.
Thank you for sharing