Facebook ke bare me sabhi jante hai. aap isme apni id banakar apne family or friends ke sath connect rah sakte hai. Naye naye diost bana kar unse cheting karna sabki aadat hoti hai.
Kai baar aisa hota hai ki kisi anjan yakti ki friends requst accept kar lete hai. Baad me wo ulte sidhe message or comment kar ke paresan karne lagta hai. Agar apka koi friends apko paresan kar raha hai to aap uski facebook id ko block kar sakte or wapas unblock bhi kar sakte hai.
Aap apni id ko facebook page me convert bhi kar sakte hai. iske bare me mene already post ki hai. Agar aap apni facebook account ko kisi se chipana cahte hai to wo bhi kar sakte hai. Us bande ki lakh kosis karne par bhi apke id ka pata nahi chalega. Par iske liye apko us bande ko facebook par block karna hoga.
Facebook par block karne ke baad wo na to hume message kar sakta hai. Na wo hamari profile visit kar sakta hai. Kiyu ki wo kitna bhi kosis kar le jis Facebook account se usko block kiya gaya hai. usko finde nahi kar payega. Agar wo apka koi friend hai to wo unfriend bhi ho jayega. Uske liye hamari facebook par ab koi id nahi hai.
FB se releted apko is site par mil jayegi jaise apki fb account kon kon dekhta hai iske bare me jaane, message delete ho jaye to recover karna or apna account delete karne ki complate steps. In this post apko bataunga ki Facebook par kisi ki id block kaise karte hai or kaise unblock karte hai.
Facebook Par Kisi Ko Block Kaise Karte Hai
Yaha apko block karne ke 2 simple tarike bataunga.
- Apko jisko block karna hai. direct uski ID par jakar block kar sakte hai.
- Aap apne account ki setting me jakar usko block kar sakte hai.
Aap sabhi steps ko ache se samajh kar follow kare jo apko easy lage us method ka istemaal kare.
Friend Ki FB ID Open Kar Ke Block Kaise Kare
Apne facebook account ko login kare.
Jisko block karna hai facebook par uski id ko open kare
- Uski id khulne par usme 3 dots dikhai degi usme click kare.
- Block ke option par click kare.
Bas ho gaya apka kaam ab wo apki id se block ho gaya hai.
Setting Me Jakar FB Account Ko Block Kaise Kare
Iske liye apne facbook account login kar ke uski settings me jana hoga.
Down arrow par click kare.
niche ki taraf settings ka option hai usme click kar ke jaye.
Left side me blocking ka option hai us par jaye.
- Blocking par click kare.
- Jisko block karna hai. uska name ya mail address daale.
- Block ke option par click kare.
- Jisko bhi apne block kara hai. unko aap yaha dekh sakte hai.
Ab apne FB ID Block karne ka tarika jaan liya hai. Agar kisi ki FB account ko unblock karna ho to iske liye aap niche ke steps follow karke uski account unblock kar sakte hai.
Kisi Ki Facebook ID Unblock Kaise Kare
Iske liye apko jayada kuch nahi karna hai. FB unblock bhi wahi se hota hai jahase apne block kara tha.
Setiings me jaye.
Blocking ko click kare.
Jiski ID ko unblock karna chahte hai. Uske aage Unblock ka option par click kare.
Done apka kaam ho gaya.
Ab aap Facebook ki id block unblock karne ki tarike jaan chuke hai. Agar apko koi dikkat aarahi hai to comment kare. Is post ko apne dosto or facebook jaisi other social network sites par share karna na bhule. Agar aap chahte ki is website par aane wale latest trick ke bare me pata chale to apna email submit kar ke suscribe jarur kare.
Achi Jankari Share Ki Hai Aapne
sir koi hame blok kar de to ham apne se unblock ho sakte hai. agar ho sakta to pz iska tarika mere email par send kar dijiye
mera email adres ratanlalkhatwa123@gmail.com
abhi iske bare me kuch pata nahi hai par jaise hi koi jankari milegi ispar article likhunga
aap apni site par adsense daily kitna kama lete hai.
yah me abhi share nahi kar sakta but iski jaankari ke liye juldi apni adsense se hone wali monthly income aap logo se share karunga
mera adsense aproved nahi ho raha aap check kar ke bataye meri site me kuch kami he to
Bhuwnesh
apki site me koi kami nahi hai….. par article bahut kam hai so pahle apne blog par kam se kam 30 40 post daale fir adsense me apply kare
Comment:bhai mai English nhi janta meri ek I’d mere dusre nam se B’nai thi magar pic dusre ki laga di pr nam uska nhi tha WO I’d aub kya hua malum nhi khul nhi rhi usmai e mail I’d nhi di thi mene aub WO account ko verify mangal RHA hai email excess nhi ho RHA usne mere fr ki I’d b di koi code k liye PR kum jankari k karan mai sahi trh se fayda nhi le laya ye I’d Khulna nhi rhi or dusri I’d mai search ho rhi hai mai nhi chata ki mai koi problem mai AAU pls ye k se khulegi or mai se band b krna chata hu tyrant pls help bhai
Comment:bhai mai English nhi janta meri ek I’d mere dusre nam se B’nai thi magar pic dusre ki laga di pr nam uska nhi tha WO I’d aub kya hua malum nhi khul nhi rhi usmai e mail I’d nhi di thi mene aub WO account ko verify mangal RHA hai email excess nhi ho RHA usne mere fr ki I’d b di koi code k liye PR kum jankari k karan mai sahi trh se fayda nhi le laya ye I’d Khulna nhi rhi or dusri I’d mai search ho rhi hai mai nhi chata ki mai koi problem mai AAU pls ye k se khulegi or mai se band b krna chata hu tyrant pls help bhai ya toh WO khul jaye ya fir humesa k liye delet pls help
apne us id ko banate samaye koi mobile number use kara hai to usse open kar sakte ho……….kiya apne koi mobile number use kara hai??
इससे पहले कि आप Facebook में लॉग इन कर सकें, हमें सत्यापित करना होगा कि आप कौन हैं. आपकी पहचान कन्फ़र्म करने में हमारी मदद करने के लिए, आपको अपने Facebook खाते से संबद्ध किसी एक ईमेल खाते को एक्सेस करने में सक्षम होना होगा. bhai ye likha Aa RHA hai no se b kam nhi chal RHA hai Ku ki usi no se do I’d or bani thi lekin WO delet kr di PR WO wali he show ho rhi hai ye nhi or ho rhi hai toh ye Jo peste kr k diya hai yhi likha Aa RHA hai aub email toh us time dala nhi no se b nhi ho RHA bhai peresan hu koi problem na ho muje pls koi solution nikalo
wo apko email se facebook account verify karne ko bol raha hai….agar apka koi email id hai to usse submit kare…apke email address par facebook se ek email ayega usme ek link hoga us par click karo apka facebook verify ho jayega or khul jayega.
Comment:muje bus WO pic delete krni hai open kr k ya ESA koi trika ho WO na b khule or humesa k liye delete ho jaye WO I’d ESA hai toh pls pls pls btao bhai Mara jaunga mai help bhai
Aap facebook help center par ek requst bhejo wo apki id delete kar denge.
Comment:kya likha kr bheju
2nd wale comment ke reply ko read karo
Comment:bhai ESA ho saqta hai kya ki WO I’d search mai show ho rhi hai or mai dusri I’d se report kru toh band hi jayegi na
ha ho jayegi aap kar sakte ho aisa
Jise block kiya use dubara blok kitne ghanto k distance me kr sakte h hm
kabhi bhi kar sakte ho…jub aap chaho
आपने बहुत ही अच्छी पोस्ट शेयर की है