Dosto jin logo ka bhi blog website hai unko Custom robot.txt code kaise use karte hai iski jankari pata honi chahiye. Iski setting newbie blogger ke liye importent hai. Agar aap blogging karte hai or chahte haiki apki sabhi information logo se chupi rahe to apko apne blogspot blog me custom.txt add karna chahiye. Aaj apko is post me custom robots.txt file add karne ka tarika bata raha hu.
Custom Robot.txt File Kya Hai ?
Custom robot.txt ek txt file hoti hai. Blogspot blog me isko isliye add karte hai, kiyu ki iski madad private bate search engines se chipa sake. Yah sabhi website blog ke liye bahut jaruri hai.
Custom robot.txt File Kaise Kaam Karta Hai?
Google, Yahoo, Bing or other search engine ko robots.txt file batata hai ki usko kiya kiya index karne ki or kiya index nahi karne ki permission hai, matlab ki aap apni site ka kiya kiya search me dikhana chahte hai or kiya nahi dikhana chahte hai yeh sab is ki madad se kar sakte hai.
Jaise ki aap ne blog ya website par koi page, labels ya koi post create kiya inme se jo bhi aap nahi chahte ki search me aaye to aap Custom robots.txt File ki madad se usko disallow kar sakte hai.
Blogger Ke Liye Custom robot.txt File Kaise Banaye?
Custom robot.txt File banane ke liye bahut si website hai jaha par jakar ek minute me aap apne blog me lagane ke liye online robots.txt code bana sakte hai. Par me yah manta hu ki ye sahi nahi hote Isliye blogger ne apne blog ke liye ek Custom robot.txt file code banaya huva hai jo me niche de raha hu aap usko copy kar ke apne blog me lagaye yah bilkul sahi hai aap khud blogger help forum par jakar check kar sakte hai.
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /Sitemap: http://www.digitalnewhunt.in/feeds/posts/default?orderby=UPDATED
robot.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare?
Robot file add karne ka tarika bahut simple hai bas aap bataye gaye sabhi steps ko achhe se samajh kar follow kare.
Step -1
blogger.com par jaye.
- Deashboard me Settings par click kare.
- Search Preferences me jaye.
- Custom robots.txt ke samne Edit option par Click kare
Step -2
- Yas par tick kare.
- Box me robots.txt code paste kare.
- Last me Seve Changes par click kar ke save kar de.
bhaiya mera site chake kerke bataiye ki isme kya kya problem hai.Aur kya yh adsense se approved ho payega.
http://www.internetkapower.tk
Ha apka adsense aproved ho jayega. abhi aap apni site par 2 hi ads code lagaye ek to sidebar me 300×250 size ka aur header me Responsive ads code isse adsense juldi approved ho jayega.
ACHHI TARAH SE AAP NE SAMJHAYA HAIN
sir,
meri site ek baar chek karke dekh lo issme keya problam hai.or usko kaise solve kare.adseance ke liye kab apply kare.pelese talk me sir.
apko apne blog ki degine karne ki or post dalne ki jarurat hai.
hye sir mene blogspot website banayi hai plz aap check krke bta sakte hai kesi hai or muje isme kya changes krne chahiye … plzz help me
sir meri site me robot text page ko block ker de raha hai plz dekh ke bataye ki kya karna padega
blogspot site me robot text autometic create hota hai alag se submit karne ki jarurat nahi.