• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

यूट्यूब

Bina Internet Mobile Me YouTube Videos Offline Kaise Dekhe

2, August 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Dosto internet par YouTube ek aisa platform hai jaha par aap apne banaye huye video ko puri duniya se online share kae sakte hai. aur logo ke dwra upload kare gaye videos ko online dekh sakte hai. Is par apko kisi bhi tarah ki videos or moves ko search kar ke aap jab chahe online dekh sakte hai. In this post aaj apko bataunga ki bina internet youtube ke video ko kaise dekha jata hai.

bina internet ke you tube par videos kaise dekhte hai

 

Mene apni pichli post me bataya tha ki bina kisi software ka use kare direct apne pc ya android mobile me youtube se video ko download kaise kare. par is post me hum janege ki kaise offline you tube video ko dekhe. YouTube google ki ek free service hai jis par koi bhi apna account create kar ke video upload kar sakta hai. Aaj kal smart phone ka jamana hai log akshar apne free time me youtube par latest movie ya tarah tarah ke amezing video dekhte hai. par youtube ke video ko bina internet nahi dekha ja sakta. or iske liye apke mobile me kam se kam 3g speed ka internet hona jaruri hai tabhi aap kisi bhi video ko online dekh sakte hai.

Also Read:- WhatsApp Message Ke Text Bold Italic Kaise Kare Trick

Agar hum kisi aise jagah par maujud hai jaha internet to hai par wo sirf 2g hai. is wqt hum youtube par koi bhi video sahi tarike se nahi dekh sakte. kiyu ki net ki slow speed ke karan video bufring hone me bahut time lagega or jub vedio chalega to to ruk ruk kar chalega. kitna acha hota agar hum apni pasand ke youtube video ya koi film ko apne mobile me pahle se hi save kar ke rakh le or jub hum kisi aise jagah par jana pad jaye jaha net speed 2g se jayda nahi aati ho. Aise samaye me hum video bina internet ke bhi dekh sakte hai.

Ab aap aisa kar sakte hai kisi bhi youtube video ko bina internet offline dekh sakte hai. Iske liye apko jayda kuch karne ki jarurat nahi hai bas apko apni pasand ke kisi bhi videos ya movies ko youtube par save kar ke rakhna hai. or jub bhi usse dekhna ho aap ofline dekh sakte ho. iske liye internet ki jarurat nahi hai.

Also Read:- Kisi Bhi Mobile Par Kisi Ke Bhi Number Se Call Kaise Kare

Ab agar aap janna chate hai ki youtube par kisi bhi video ko bina internet kaise dekhte hai to chaliye ab jayda baat na karte huye apko batata hu ki android mobile me without internet youtube video dekhne ka tarika kiya hai.

Bina Internet YouTube Vedio Kaise Dekhte Hai???

Youtube video ko mobile me offline dekhne ke liye save karna hoga. or iske liye apko apne Android smartphone me kuch chize check krni hai ki wo hai ki nahi.

  1. Apke mobile me youtube app install hona chahiye. Agr nahi hai to google play stor par jakar install kar le.
  2. Agar apke mobile phone me app pahle se install hai to isse update kar le.
  3. Video save karne ke liye internet data ki jarurat padegi. ek baar vedio save ho jayega to uske baad net ki jarurat nahi hai aap jub chahe bina internet ke video youtube par dekh sakte hai.

YouTube Par video Ko Ofline Kaise Dekha Jata Hai???

Ab jo steps me bata raha hu usko achhe se samajh kar follow kare.

Steps:-

Sabse pahle apne phone me youtube app ko open karo.

Jis video ko aap offline dekhne ke liye save karna chahte hai usse search kar ke open kare.

Open hone par video ke neeche dekhe save ka icon hoga uspar click kare.

offline-youtube-video

Click karne par ek popup window khulega.

video-formate-select-kare

  1. Video ka formate select kare.
  2. Ok par click kare.

Ab kuch der me video save ho jayega. Jub tak video save hoga aap app ko close kar sakte hai.

Save hone ke baad aap youtube app ko open karo or neeche diye gaye library option par click karo.

save-youtube-video

Ab jo page khulega usme offline videos ke option par click kare.

how-to-watch-youtube-videos-without-internet

Also Read:- YouTube Par Video Ko Upload Karne Ka Sabse Easy Tarika

Apke dwara save kiya gaya video yaha par save ho gaya hai. Video par click kar ke aap bina internet ke offline dekh sakte hai.

bina-internet-youtube-par-videos

Yah apke phone me save rahega jub tak aap isse remove nahi karenge apke mobile me hi save rahega.

Agar apko is save video ko delete karna hai. to sabhi save videos ke side me three dots hote hai us par click kar ke aap remove kar sakte hai.

Dosto apne yaha jana Bina internet Ke You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai. Agar is article me apko koi jankari samajh nahi aa rahi to aap comment kar ke yaha bata sakte hai. is article ko apne dosto or facebook jaise social sites par share jarur kare. aur apna email submit kar ke subscribe jarur kare.

और पढ़े >>

Youtube Se Video Download Kaise Kare Without Software in Hindi

2, August 2022 by Dharmendra Kumar 1 Comment

Dosto aaj hum Laptop, PC Mobile Gallery me bina kisi software Youtube se Video Download Kaise karte iske baare me batayenge.

Mobile, laptop user internet ka sabse jyada use Online Video dekhne ke liye karte hai. youtube.com Google ki ek popular free service hai. Is par aap kisi bhi videos ko online dekh sakte hai aur isme registered users ban kar apni koi bhi video ko upload kar sakte hai.

Without Software Youtube Video Download Kaise Karte Hai

Isme videos upload karne ka option hota hai jiski madad se log daily lakho karoro me videos dalte hai aur dekhte hai. Koi bhi latest new movies ka trailer aur video Songs sabse pahle is site par upload hota hai.

 

Agar hamko koi video pasand aa jaye aur usko bar bar dekhne ka man ho, to isme save karne ka option nahi hota. Chaliye aaj aapko youtube se video download kaise kare gallery me iski ek chhoti si trick batyenge.

Isme video daal kar public ke sath share kara ja sakta hai. Agar kisi ko koi Movie ya Song pasand aa jaye to youtube me offline video kaise save kare iska koi option nahi hota.

Sochne wali bat hai ki itni jyada popular site hote huye bhi PC, leptop ya Mobile me YouTube video ko download karne ka option kiyu nahi rakha gaya hai.

Without Software YouTube Se Video Download Kaise Kare?

Agar aap Apne Laptop computer ya Phone Gallery me YouTube video download karna chahte hai to, jo trick hum bata rahe hai, usko follow karna hoga.

Youtube Se Video Download Karne Ka Tarika

Step 1.

Sabse pahle youtube.com par jaye. aur jis video ko download karna chahte hai uspe click kare.

Step 2.

Open hone ke bad video ka link ( URL ) browser kuch is tarah dikhegi.

You Tube Video Ka Link

Step 3.

Apko link me www. ke bad youtube ke samne ss add karna hai.
Video URL
Man lo ki link https://www.youtube.com/watch?v=AaOoiKMqmTY is tarah hai. Bas apko www. ke just bad isme ss lagana hai aur uske bad computer ke keyboard me Enter dabana hai.

Step 4.

Ab aap download youtube video karne ke page par pahuch jayenge.
Video download kare
  • MP4 ya HD format salect kare.
  • Donload ke Button pe click kare, save hona suru ho jayega jayega.

Is tarike se YouTube par video bina kisi software ke download kar ke apne computer mobile me save kar ke rakh sakte hai.

Dosto abhi aapne jana Youtube se Video download Kaise Karte Hai ya Youtube me Offline Video Kaise Save Kare. Yah Jankari aapko kaise lagi aur apka koi sawal hai to comment kare. Hume aapke sabhi sawalo ja jawab dene me khusi hohi.

Ye Bhi Padhe:-

  • Internet Se Free Call Kaise Kare Kisi Bhi Mobile Par 2 Tarike.
  • Whatsapp Security कैसे बढ़ाये? Top 10 Tips Make WhatsApp More Secure.
  • बिना इंटरनेट फेसबुक कैसे चलाये? पूरी जानकारी हिंदी में जानिए.
  • FAU-G Game क्या है? जानिए अक्षय कुमार के फौजी गेम के बारे में पूरी जानकारी
  • Mobile Ko Projector Bana Kar Ghar Bethe Le Cinema Hall Ka Maja.
और पढ़े >>

YouTube Brand Channel ya Account Kaise Banaye in Hindi

1, August 2022 by Manoj Yadav 5 Comments

YouTube Brand Channel Banaye in Hindi : World ki sabse papular video sharing website youtube hai. Kisi bhi video ko public se share karne ke liye youtube better mana jata hai. Google ki is service par aap apna video upload kar ke online paisa kamaye jate hai.

Badlte samaye ke sath google ne bhi mobile user ke liye ispar bahut sare changes kiye hai aur extra feature bhi add kiye hai. like You Tube video save karne ka option, without software video ko donload karna and youtube channel banakar video upload kar ke usse paise kamana.

Aaj mai aap sabhi ko bataunga ki youtube brand account kaise banaye. Apki jankari ke liye bta du ki isme aapka koi bhi paisa lgne wala nhi hai. kyuki yah feature google ki taraf se free hai to chahe wah new youtuber ho ya fir koi old youtuber hai.

youtube channel kaise banaye

 

you tube par channel kaise banaya jata hai sabhi internet user ko pata hai. Kiya aapne kabhi yah notic kara hai, ki jub hum channel banate hai to google plus ke naam par bnta hai. Matlab jo naam aapka google plus par hai wahi channel par bhi hota hai aur jo profile picture google plus par hoti hai wahi aapke channel par bhi hoti hai.

Yesa kuch bhi youtube brand channel par nhi hota hai aap branded channel par koi bhi profile image add kar sakte hai aur youtube brand account ka name apni pasand se choose kar sakte hai. iska koi galat effect aapke google plus par nhi padega. Yani ki aapka google plus acconut se brand youtube channel banane ke baad koi lena dena nhi hai. But in this post apko youtube brand account kaise banaye iske bare me bataunga.

Also Like :

  • Mobile Number Location Trace Karne Ke Top 10 Best Android Apps or Websites
  • World Top 122 Most Popular Websites Ki Jankari Hindi Me
  • Aise Kare Pradhan Mantri Ujjwala Yojana Gas Connection Lene Ke Liye Apply
  • Android Mobile Root Karne Ke Software & Apps Ki Jankari

 

How to Create YouTube Brand Channel Account in Hindi :-

Actually youtube personal account aur brand account me jyada kuchh difference nahi hai. Ek tarah se dono same hai bas isme itna fark hai ki brand channel me aap custom url setup or apni pasand ka name de sakte hai. iske alawa aur kiya fayede hai aap kud niche dekh sakte hai.

You Tube Brand Account Banane Ke Benefit :- 

  • Aap apni pasand ka koi bhi name channel ka rakh sakte hai.
  • YouTube brand channel ki profile picture kabhi bhi badla ja sakte hai.
  • Channel ka Name kabhi bhi change kar sakte hai.
  • Aap isme url matlab link change kar ke pasand se rakh sakte hai.

Also Like :- Vodafone Call Details or History Kaise Nikale? Tricks in hindi.

YouTube Brand Channel Kyu Banaye :- 

  • Log YouTube brand channel isliye banate hai. Taki log apne google plus account par apna real name rakh sake aur You Tube account ka name pasand se rakh sake.
  • Agar Aap future me kabhi bhi koi apne personal blog banate hai to uske liye aapke apne naam ki hi google plus account chahiye hota hai.
  • Agar aap extra channel banate hai to uske liye aapko apne google plus par real name add karna padta hai. isse log aapka real name Jan sake aur aapke bare me unko pata chal sake.

Also Like :- Jan Aushadhi Yojana Ki Puri Jankari in Hindi.

YouTube Brand Account Banane Ka Tarika :- 

Yaha me apko samjhane ke liye jitna ho sake easy way me method bata raha hu. Agar aap achhe se samajh kar follow karoge asan hoga. Agar koi difficulty aaye to comment kare apki puri help karunga.

Steps –

1. Sabse pahle You Tube account ke dashboard me jaye, Dashboard me directe Jane ke liye Click Kare.

2. Dashboard page khulne ke baad aapka pahle wala channel open ho jayega. Usme aapko right side me sbse upr corner me image par click karne hai Jo aapka google plus profile par hai. Uske baad setting ke icone par.

3. Ab ek new page open hoga. Isme see all my channels or create a new channel ke option par click karna hai.

4. Fir se ek new page open hoga. Usme Create a new channel par click kare.

5. Naya page khulega usme apko youtube brand channel ka name rakhna hai wo enter kare. Uske baad Create par click kare.

!congratulation apka Brand Channel ban gaya hai.

Also Like :-

  • Hidden Spy Camera Ka Kaise Pata Lagaye | MMS Scandal Se Bachne Ke Tarike
  • Kisi Bhi Mobile Phone Ka Password Lagakar Bhull Jaye To Is Tarah Unlock Kare
  • Janiye Mobile Pani Me Gir Jaye To Gile Mobile Ko Kaise Sukhaye
  • SD Card Se Android Mobile Ki RAM Kaise Badhaye

Dosto ummid hai ki Youtube Brand account banane ki jankari apke liye helpful hogi. agar aapka multiple blog ya website hai aur aap soch rahe hai ki sabke liye alag alag youtube accountl kaise banaye ya banana chahte hai to taha bataye tarike ko follow kar ke bana sakte hai. Kuchh puchna hai to comment kare or sath hi is article ko apne dosto or facebook jaisi social sites par share jarur kate.

इन्हें भी पढ़े :-

  • Paytm Se Recharge Kaise Kare in Hindi Step by Step Puri Jankari.
  • Android Mobile Phone Se Free Video Call Kaise Kare.
  • Prepaid Mobile Number Ki Call Details Kaise Nikale? Airtel Jio Vodafone Bsnl.
  • Dusre Ka MSG Call Details Apne Mobile Me Kaise Dekhe?
  • Apne Naam Ki Ringtone Kaise Banaye – Naam Ka Ringtone Banane Ka Tarika.
  • Top 10 Best Backlink Checker Tools Ki Jaankari in Hindi.
और पढ़े >>

YouTube Par Video Upload Kaise Kare – Hindi Me Jankari

30, July 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Dosto aaj hum is article me Youtube par video upload kaise kare? ke bare me janege. Agar aap youtube par video dekhte ho. Toh aapko ye pata hoga ki Youtube pe video kiyu upload karte hai. But sayad kuchh logo ko ye pata nahi hoga ki in video se paise kamaye jaate hai. Matlab ki youtube video paisa kamane ka bahut asan jariya hai. Chaliye hum aapko batate hai youtub par video upload karne ka tarika.

Upload videos on YouTube in Hindi

You tube google ki ek videos upload website hai. Aap google per apna account banakar any video upload kar sakte hai. or chahe to us video se online paisa kama sakte hai. But iski ek condition hoti hai. Jis videos se aap earnings karna chahte hai. Wo apka khud ka banaya hona chahiye. Agar aapne kisi or ka contant copy kar ke upload kara toh apki koi income nahi hogi.

Chaliye ye to hui income ki baat. But 1st aapko Youtube par Video upload karne ki jankari pata honi chahiye. Kiyu ki without knowledge koi bhi kaam possible nahi hota hai. Jub aapko ek baar ye baat samajh me aa jayegi ki Youtube me video kaise dali jaati hai. toh aapko kisi prakar ki dekkat nahi hogi.

Youtube Kiya Hai ? Is Par Video Upload Kaise Kare In Hindi :-

Ye video sharing sites aur make money online ka top platform hai. Yah Google ki ex-service hai. Jisme koi bhi persian video add kar ke online share kar sakta hai usko puri duniya dekhti hai. Yah service bilkul free hai Youtube main video dekhne ka aur upload karne ka koi charge nahi lagta hai. Isme kaam start karne se pahle aapko bahut kuchh janne ki jarurat hai.

Also like :- Powerd By Blogger Attribution Widget Remove Kaise Kare ?

Youtube Par Video Upload Karne Ke Liye Account Kaise Banate Hai ?

Account banane ka tarika bahut simple hai. Agar aapki Google pe Gamil Id bani hai. Toh aap Youtub ko direct ussi login id ke password se access kar YouTube Channel bana payenge. iske liye extra alag se koi account nahi banana hoga. Youtub par account banane ke bare me pahle ek post kar chuka hu. Aap usse read kar di gai details ko samajh sakte ho. Aap mobile ya laptop kisi par bhi asani se istemal kar sakte hai.

But agar aap video upload karke paise kamane ke bare me serius ho. atoh aapko sirf ek hi account banana hoga. Agar aapne ek se jyada account bana ke monetize kar diya to apka aapki sabhi id ko google dwara block kar diya jayega. So is baat ka khas khyal rakhe.

Also Like :- IMEI Number Kya Hai Aur Kaise Pata Kare Janiye ?

Yoytube Par Video Upload Karne Ke Liye Kin Kin Chijo Ki Jarurat He ?

Agar aapko Youtube me video dalna hai to hame kuchh Chijo hi jarurat padegi jaise:-

  1. Ek computer ya Smart Phone Mobile.
  2. Internet Connection.
  3. Ek aisa video jo apka khud ka banaya huva hona chahiye.

Agar ye sabhi chize aapke pass available hai. toh aap youtube pe video dalne ki process start kar sakte ho. But Jaisa mene upar bataya ki apko khud ka banaya video hi upload karna hai. agar dusare ka download kar ke aapne upload kara to apko koi income nahi hogi. Aur google dwara copyright warning message de diya jayega. Aisa hone ke baad aap us account sa fir kabhi incom nahi kar pawoge.

Also Like :– ‘Unfortunately app has stopped’ Errors Kaise Fix Kare ?

Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika :

Yah bahut simple kam hai iske liye sep ko follow kare. Video ko dalne ka pura method samajh me aa jayega.

Stap 1

Sabse pahle www.youtube.com par jakar apne gmail id or password dalkar Sing in kare. Aapka account create ho jayega. Agar aapke pas gmail account nahi hai to sabse pahle apna gmail account bana le.

YouTub Video Upload Method

Also like :- Android Paid Apps & Games Free Main Use Kaise Kare 2 Tarike

Step 2

Login hone ka bad upar ki taraf upload ka option milega us pe Click kare.

YouTube Video Upload Process

Ek new pag khulega usme Video ko dalna hai.

step for upload video on youtube in hindi
  1. Salect site to upload – is par click karke computer me save video ko salect kar ke Ok kare. Video upload hona start ho jayega.
  2. Import Videos – yaha se click karke apka koi video google+ me hai to usko youtube me daal sakte hai.
  3. Live Streaming – Isse aap apne computer laptop ke webcam se video bana kar upload kar sakte hai.
  4. Photo Slideshow – Isme aap kisi bhi photo ka slide show bana kar youtube se logo ko dikha sakte hai.
  5. Video Editor – Iski madad se pahle se upload kisi bhi video ko salect kar ke fir se edit kiya ja sakta hai.
  6. Also like :- Idea Number Ki Call Details History Record Kaise Nikale Ka Tarika

Step- 3

Jub apka video upload hona suru hoga to ek new page khulega. Us Page me kuch option bhi dikhai denga.

Youtube me video upload karne ki hindi jankari
  1. Uploading – Isme aap video upload hone ka parsent dekh sakte hai.
  2. Title – Yaha par aapko video ka Title Name dalna hai.
  3. Description – Is box me aapko video se related jankari bharni hai. Jaise ki video me kiya hai aur kis topic par hai etc.
  4. Tag – Ye video ka keyword dalne ke liye hota hai. Taki aapke video se related koi bhi kuch search kare vo aapka video bhi search show hoga.
  5. Public – Is option ko set kar ke aap video ko puri duniya ko dekhne ke liye share kar sakte hai. Agar aap chahte hai ki aapka video sabhi dekhe to public hi rakhe aur video kisi ko bhi nahi dikhana hai to option me privet kar de.
  6. Add a message toyour video – Isme video ke sath koi msg add karna hai to kar sakte hai.
  7. Add to playlist – Iski help se video ko apne play list me ad kar sakte hai.
  8. Video Thumbanils – Pura video jub upload ho jayega to yaha video ke 3 alag alag image aa jayega. inme se aap jo bhi image salect karenge video start hone se pahle vo image dikhai dega.
  9. Publish – Jub aapka video complate youtube me add ho jayega to logo ko dekhne ke liye is option par click karke submit kar de.
  10. Yaha par click kar ke aap apne video ko dekh sakte hai.
  11. Also Like :- Kisi Bhi Mobile Par Fake Call Kaise Kare Ki Jankari

YouTube Par Video Upload Karke Paise Kaise Kamaye ?

Youtube income kamane ke liye best hai. Jub bhi aap isme kisi tarah ka video dalte hai, iske bad koi is video ko dekhta hai to uske sath aur bich-bich me ads dikhaya jata hai. Thik ussi tarah jaise T.V. ke kisi Program ya Movie par niche Ads chalte hai. Aur samye samye par 1-2 minute ka advertisement dekhte hai. Youtube me bhi video dekhne par aisa hi advertisement dikhate hai. jub bhi koi in ads pe click karega to apki income hoti hai. Ab aap jan gaye honge ki Youtube se income kaise hoti hai. Par isme ads tabhi dikhenge jub aap YouTube par video upload Karke monetize option ko enable karte hai. Iski process next post me puri details me bataunga.

Also Like :- 

  • Blog Website Ki Loading Speed Check Kaise Kare ?
  • How To Link Aadhaar Card To Punjab National Bank Account Online.
  • Kisi Bhi Mobile Par 5 Second Me 200+ Miscalls Call Kaise Kare.
Dosto apne jana ki Video ko Youtube me kaise dalte hai. iske bad video se paise kamane ki process alag hai, iske liye monetize option ko enable kar ke uski setting ko set karna padta hai is bare me puri details apko next article me bataunga. Yah post kaisi lagi ya kuch puchna hai to comment jarur kare.
और पढ़े >>

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।