Google chrome browser se save password remove kaise kare: Jub aap Google Crome Browser par pahli bar Gmail, Mail ya koi other Account open karte hai, to aapse pucha jata hai ki kiya aap password ko is computer me save karna chahte hai. Yadi galti se Yes par Click ho jaye, to fir aapka mail ya account us computer par koi bhi aasani se khol sakta hai, kiyu ki wah Autometic aapka password istemal karta hai. Isse Remove karne ka easy button Internet Browser par mojud nahi hai. Yahi wajah hai ki jyada tar user isse remove nahi kar pate aur phir unke pass majburi me apna password badlne ke sivaye aur koi rasta baki nahi rahta.
Chrome Browser Se Save Password Remove, Delete Ya Edit Karne Ka Tarika
Iske liye aap yah web pata open kar sakte hai…https://support.google.com/chrome/answer/95606 Isme aapko saved password remove kaise karte hai, or manege karne ki puri jankari mil jayegi, aur Save Password remove ka step apko bata raha hu yah steps follow kar sakte hai
Step .1
Step 2.
Step 3.
Step 4.
Ab aapke samne ek popup window me sabhi computer par saved sabhi password mil jayenge, inko aap remove kar sakte hai ya edit kare.
Google Chrome Browser se seved password remove ya kaise hataye iski jankari apko kaise lagi comment me jarur bataye. Is article ko apne dosto se share karna na bhule. Hamari website par updet hone wale latest trick ki jankari pane ke liye Facebook Page Digital New Hunt Like kar sakte hai.