• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

ईमेल

Fake Email Kaise Send Kare Kisi Ke Mail Address Par Email Spoofing Triks in Hindi

31, July 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Dosto aapne kai bar Facebook me ya kisi or Social Site par logo ko Fake ID banakar uska miss use karte dekha hoga. Kiya aapko pata he, is tarah se kisi ko bhi Facke Mail bheja ja sakta hai. Fake adresses ka miss use kar ke kisi ko bhi bewkuf banane ke liye Fake Email send kar sakte hai.Aaj is post me hum isi bare me janege ki kaise Fake Email se Froud karne wale kaise email spoofing website ka istemal kar ke temporaryemail address bana kar Fake Email Send karte hai.

Send a fake email anonymous

 

Fake Email Kiya Hoti Hai???

Fake Email ek tarah se nakli ya froud mail address hota hai jiska koi wastve me koi account nahi hota, isme kisi ko bhi mail bhejne ke liye na to kisi ke Original Email Account ko Login karne ki jarurat he, na hi kisi ke Email Account ko Hack karne ki jarurat he or na hi kisi ke name ki Fake Email Account banane ki jarurat padti he ye sub ke bina hi Fake Email Send karte hai.

Kisi Ke Email Address Par Fake Email Kaise Bheje

Fake Email send karne ke liye Internet par send email from fake email address ki bahut sari Website mojud he jo fake phishing email ke kam me use hoti hai. Inme se hi ek website he Emkei jo online fake email sender ke liye banai gai he. is website se Farzi Email bhejne ka koi charge nahi lagta or na hi kisi account se login hone ki jarurat he. bas jisko Fake email bhejna he or jis email address se mail bhejna he uska address humko pata hona chahiye.

Fake ID Se Email Send Karne Ka Tarika Kiya Hai???

Is trick me jo method aur website ka hum use karenge wo secure email service wali website par Spam email show karega.

Step 1.  Sabse pahle aap is link https://emkei.cz par click karke Emkei website ko open kare. Emkei website open hote hi ek farm open hoga.

Step 2. Ab jo farm open hoga usko is tarah bhare.

1. From Name :- Isme aapko jiske name se Mail bhejna he uska name likhna hai.

2. From E-mail :- Isme aapko jis Email Address se Email bhejna he us Email Address ko likhna hai.
3. To :- Isme aapko jis kisi ko bhi Email bhejna he uska Email Address likhna hai.
4. Subject :- Isme aap chahe to Subject likh sakte hai.
5. Attachment :- Isme aap Email ke sath agar koi File ya Photo Send karne chahte hai to Upload kar ke bhej sakte hai.
6. Settings :- Isme aap apni ichha anusar Email Setting set kar sakte hai.

Isko Bhi Padhe:-

  • Janiye HD Video Ka Size Kam Kaise Karte Hai

Step 3. Ye sare option’s bharne ke bad aapka Farzi, Fake, Jali Email complete hai bhejne ke liye. Ab Send ke option par click kar ke Email send kar de aapka Jali Email us Address par chala jayega jis Address par aap bhejna chahte hai.

Note :- Ye trick sirf friendly use kare na ki iska koi miss use kare. Agar aap is trick ka istemal misuse ke liye karte hai to iske jimmedar aap khud honge.

Ummid hai ki Fake Email bejne ki trick apko achi lagi hogi aur ye post aap sub ke ke liye Helpful hogi. Agar apka kuch puchna chahte hai to comment kare apki help karne me mujhe khusi hogi. Is website ki latest Updet facebook par pane ke liye Facebook Page Digital New Hunt Like karna na bhule.

और पढ़े >>

Gmail Par Email Account Kaise Banaye Hindi Me Jankari

29, July 2022 by Dharmendra Kumar Leave a Comment

Dosto aaj apko bataunga ki gmail par email account kaise banaye. Aaj puri duniya internet se chal rahi hai. Aise me koi bhi online kaam ho Email id ki jarurat padti hai. Aap chahe mobile use kar rahe ho ya laptop computer istemaal karte ho Email Account kitna jaruri hai aap achi tarah jante hai. In This post apko bataunga ki Email Account kaise banate hai? or Email ID kaise banti hai.

Gmail par email account kaise banaye

Aap job ke liye apply kar rahe hai to waha bhi apse apki email address ke bare me pucha jata hai. Bank account kholne ja rahe hai to waha bhi apse email account ko use karna padta hai. Aise me agar aap net par new hai to apke man me bhi yahi vichar aata hoga ki hume bhi apna google par Gmail account banana chahiye. 

Read This :- Kisi Bhi Mobile Par Kisi Ke Bhi Number Se Call Kaise Kare

Gmail Par Email Account Kaise Banaye? Step by Step Hindi Me Jankari

Yaha me apko bahut hi asan tarika email account banane ka batunga. iske sath hi iske bare me kuch aisi jankari bhi dunga jo sabhi email account use karne walo ke liye bahut importent hai.

  • Email Account Kya Hoti Hai.
  • Google Gamil Par Email ID Kaise banaye.
  • Email Account Ko Safe Kaise Rakhe.
  • Gmail Account Se Email Kaise Bheja Jata Hai.

Read This :- Google Chrome Browser Se Save Password Remove Kaise Kare

Email Account Kiya Hota Hai ?

Email ka matlab “Electronic Mail” hota hai. Yah ek Virtual ID hoti he. Jiski madad se kisi dusre ki mail address par message, documents ya koi bhi other file attachment kar send kar sakte hai. Yah thik usi tarah kaam karta hai, jaise hum kisi ke ghar koi koi lettar post se bhejte he. Antar sirf itna hai ki apke ghar post dakiya lekar aata hai or email autometic online chala jata he.

Email account ek messenger ki tarah hai. Aap apna gmail account banakar email id or password create easily kar sakte ha. koi bhi email id hamesa is tarha hoti hai ‘yourname@gmail.com’. Isme yourname usernam hota he @ (at the rate) email ka sybol hota he or iske pichhe ka gmail.com se ye pahachan hoti he ki ye kis website se bani he.

Email account banane ke liye bahut sari email websites hai. par inme se kuch best email provider site hai jika aap istemaal kar ke aap apna account create kar sakte hai. Yahoo, Microsoft or Gmail. Hum yaha Gmail account banane ke bare me jange. Yah Google ki best free email service hai or free hone ke sath isse use karna bahut easy hai. koi bhi isko ache tarike se menage kar sakta hai. Cahliye ab jaan lete hai ki email id kaise banaye hindi mai.

Read This :- Smartphone Ka Camera Kar Sakta Hai Ye 8 Kaam Try Jarur Kare

Gmail Email Account Banane Ka Tarika

Gmail google ki free service he. isse google account bhi kahte hai. Internet user sabse jyada isko pasand karte he kiyu ki usme id banana bahut aasan he or kai sare fayde bhi hai jo aage ja kar apko khud pata chal jayegi. Ab agar apko email id banana hai, to neeche di gayi steps ko ache se follow kare.

Create email account karne ke liye apko apne web browser me www.gamil.com type kar ke site open karna hoga. Aap direct yaha click kar ke bhi gmail website par ja sakte hai. Site kholne ke bad aage ki steps follow kare.

Jo page open hoga usme Create Account par click kare

gmail.com ki site par create new account par click kare

Ab ek form khulega, Isme apni details ko bhar kar submit karna he.

apni puri detail bhare or next step par click kare
  1. Apna name dalna he.
  2. Yaha aapko user name dalna he ye apka email address banta he. Username uniqe hona chahiye. Aapne jo username dala he wo pahle se hi kisi or ka email address me he to ek red colour ka “Someone already has that username. Try another?” erar aayega. Jub tak aap koi uniqe username nahi dalenge ye errer aata rahega.
  3. Isme aapko password dalna he. is password ko hamesa yad rakhna hoga. issi se apka google mail account login hoga.
  4. Isme aapko wahi password fir se dale jo upar dala he.
  5. Apna birth date enter kare.
  6. Gender select kare.
  7. Mobile number daale. Dhyan rahe wahi phone number submit kare jo chalu hai, kiyu ki apke mobile par ek code ayega jisse account verify karna hoga.
  8. Agar pahle se koi email address he to dal sakte he ya fir khali chhod sakte he.
  9. Yaha par screen me dikhai de raha cepcha Type the text wale box me dalna he.
  10. Terms of service par Tick mark kar de.
  11. Sabhi details bharne ke bad ek bar check kar le ki kuch galti to nahi hai or Next step par click kare.

Read This :- Aise Pata Kare Ki Apne Google Par Ab Tak Kiya Kuch Search Kara Hai

Ab account verify karne ka ek page khulega. Apko yaha chose karna hai ki aap code apne mobile par kaise lena chahte hai. 2 option milenge.

  1. Text Message ( SMS )
  2. Voice call

Apna mobile number daale or Send Message ko select kare or continue par click kar de. Apke mobile par ek message ayega usme ek code hoga. jo account verification process ke liye kaam ayega.

gmail account verify karna

Next step me jo code apke mobile par aaya hai usko text box me daale Continue par Click kar de

Ab aapka gamil account ban gaya he or gmail se apke liye ek welcome page khula he kiyu ki aapne first time gmail account khola he is page me niche ki taraf diye gaye continue par click kar de.

mail ID kaise banaye

Ab aap apna email account login kar ke khol sakte hai. www.gmail.com par jakar username me apna email id dale or password me password dalkar login kar le. Yaha se aap jisko bhi mail karna chate hai kar sakte hai. jub kaam khata ho jaye to Log Out karna na bhule. Aage hum janege ki email kaise bhejte hai.

Read This :- Janiye Kaise Smart Phone Mobile Ko Projector Bana Kar Ghar Bethe Le Cinema Hall Ka Maja Hindi Me Jankari

Kisi Ko Bhi Gmail Account Se Email Kaise Bheje ?

Apna email account khole or Compose par Click kare.

  • Send Email
  • To: yaha uska Email address daale jise aap mail bhejna chahte hai.
  • Cc: Yaha par uska email address daal sakte hai jisko mail ki carbon copy bhejna chahte hai. ya fir isse khali chod sakte hai.
  • Bcc: isme us persion ka email address daal sakte hai jisko aap duplicate ki duplicate copy bhejna chahte hai.
  • Subject: Yaha se aap mail se related topic dake.
  • Attachments: me aap wo email ke sath wo file add kar sakte hai jo bhejna chahte hai.

Ab aap box me mail type kar sakte hai. Iske bad Send ke option par click karde. Aapka mail send ho jayega.

Read This :- Airtel Number Ki Call History, Details Aur Record Kaise Nikale?

Apna Email Account Safe Kaise Rahke

Ab apne apna email account bana liya or isme mail kaise beja jata hai tarka aa gaya. but sabse jaruri hai isse safe rakhne ki. Kiyu ki apki ek choti si galti apka email account hack karwa sakta hai. Apki mail account ki privacy leak hone ke baad koi bhi iska miss use kar sakta hai. Chaliye thoda yah jaan lete hai ki Gmail email account safe and secure kaise rakhe.

  • Apna usernam or password kabhi kisi ko na bataye.
  • Hamesa strong password rakhe.
  • Apna kaam khatam karne ke bad Sign out karna na bhule.
  • Kabhi bhi kisi website se apne account me login na kare gmail.com par hi login kare.
  • Kabhi bhi Email account ke password ko Web browsers me save kar ke na rakhe.
  • Hamesa yaad rakhe Spam email me attached link ko na khole.

Agar aap in sabhi email security tips ko follow karenge to kabhi bhi apka account hack nahi hoga.

Gmail par Email Account Kaise Banaye aap jaanchu ke hai. mene jo bataye hai woh sabhi bate hamesa dhyan rakhe. Agar apko kuch puchna hai ya account banane me koi problem aa rahi hai to comment me batye. Sath hi humse jude rahne ke liye hamara Facebook Page Digital New Hunt Like karna na bhule.

Read This :-

  • Android Phone Mobile Ka Pattern Pin Lock Kaise Tode ( Khole ) Unlock Kare.
  • Dusre Ka MSG Call Details Apne Mobile Me Kaise Dekhe?
  • Whatsapp Chats Data Ko Purane Se New Phone Me Transfer Kaise Kare?
  • Kisi Mobile Phone Ka Password Laga Kar Bhul Jaye To Kaise Unlock Kare.
  • Mobile Number Location Trace Karne Ke Top 10 Best Android Apps.
और पढ़े >>

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।