• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Digital New Hunt

इंटरनेट की जानकारी हिंदी में!

  • ब्लोगिंग
  • सोशल नेटवर्क
  • मोबाइल
  • टूल्स
  • HTML to XML Converter
  • ऑनलाइन हिन्दी टाइपिंग
  • Words and Characters Counter Tool
  • लाइफस्टाइल
  • कोरोना अपडेट

Blogger Blog Ki Template ( Theme ) Kaise Change or Upload Kare

2, August 2022 by Dharmendra Kumar 21 Comments

Apne blog ko beautiful design and unique look dene ke liye blogger me theme badlna bahut important hai. Hum apne blog par mehnat karke bahot achche achche post likhte hai. Logo ko samajh aa sake utni easy bhasha me article likhte he. Phir bhi hamare blog ko koi like na kare ya web site par visitors na badhe to hum nirash ho jate hai. Kyon ki agar itni mehnat karke bhi visitors nahi aaye to dukh jarur hota he. Iske liye bas ek hi tarika he apke site ki theme attractive aur simple hona chahiye. Aaj hum blogger blog ki Template ko Change Upload kaise kare ki jankari sikhenge.

Blogger Blog Ki Template Change Kaise Kare Ki Jankari

Blogger Blog Ki Template Change Kiyu Kare

Iske bahut se karan hai jaise :-

  1. Aajkal sabhi log Smartphone Mobile par internet use karte hai. Blogger ne bahut sare template’s de rakhe hai. par wah sab bahut purane hai or mobile friendly bhi nahi hote.
  2.  Bogger ke sabhi Template SEO ( Search Engine Optimization ) Friendly bhi nahi hai. Jiski wajah se apke blog me traffic nahi badega.
  3.  Blog ko Website jaise look dene ke liye.

Blog Me New Template Kaise Upload Kar Ke Lagaye

Agar aap new template lagane ja rahe hai to wo XML File format me honi chahiye kiyu ki Blogger me xml format ka themes support karta hai or iske sath isme me kuchh Feature ka hona jaruri hai jaise :-

  • Apna adsense juldi approved karane ka tarika janiye
  • Internet se paisa kamane ka tarika 

1. Mobile Friendly :-

Aap Mobile Friendly Template use kare. Kiyu ki aajkal sabhi log Smartphone Mobile me net ka use karte hai. Sabko pata hai blog par jayda traffic smartphone se hi aata hai. Agar hamari site mobile par sahi se nahi khulegi to koi bhi dubara open nahi karega.

2. SEO ( Search Engine Optimization ) Theme :-

SEO Friendly theme badlne ki jarurat hai. Kiyu ki agar blogspot ka SEO Friendly Template hoga to aapka post content search me jyada aayega. or site ranking improve hogi.

3. Fast Loading Theme :-

Agar aap blogspot me Fast Load hone wala or responsive template lagate hai to traffic kabhi kam nahi hoga. Kiyu ki visitor ko hamesa fata fat load hone wala hi Website or Blog pasand aata hai.

Blog Ke Liye Template Download Kaise Karte Hai?

Theme Download karne ke liye aap internet par mojud Website par jakar apni pasand ke free theme Download kar blogger me install kar sakte hai. Me kuchh website ka name bata raha hu jaha se full feature free theme blogger me lagane ke liye download kar sakte hai
  • BTemplates
  • Gooyaabi Templates
  • Web Designrazzi
  • My Blogger Themes

Blogspot Blog Me Template Lagane Ka Tarika

Iske liye niche diye gaye steps ko follow karna hai.

Step 1. Sabse pahle apne Blogger Account Login kare. Jis Blog me new template lagana hai us par click kar ke deashboard me jaye.
Step 2. left side ke menu bar me template par click kare or right side me upar ki taraf Backup/Restor par click kare.
Backup/Restor template

 

Step 3. Backup/Restor par click karne par ek popup window khulega. usme aapko 3 options milenge jaise ki :-

install new blogger theme

 

1. Download Full Tempalete :-

Is option par click kar ke aap apne Theme ka Backup le sakte hai.
“Blog ka Template change karne se pahle Backup jarur le”. Agar kuchh problam ho gayi ya aapko new template pasand nahi aaya to fir se aap Backup Upload kar ke blog par purana loock de sakte hai.

2. Choose File :-

Choose File par click karke aapko jo template lagana hai uski File ko aapne computer me jaha Save kar ke rakha hai waha se salect kar add karna hai.

3. Upload :-

Jub aap Chose File ke option se file ko salect kar le to Upload par click kar de aapke Blog me file install hona start ho jayega or kuch hi samaye me aapke Blog me Theme change ho jayega.

Blogger Blogspot me Theme kaise change karte hai. Template upload karne ki jankari aapko kaisi lagi comment me jarur bataye. Is post ko apne dosto ke sath or facebook par share jarur kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

आपको ये भी पढना चाहिए
Blogger Blog Post Me Custom Permalink Kaise Use Kare SEO Ke Liye
Blogger Blogspot Blog Me Category Widget Kaise Add Karte Hai
Free Website Kaise Banaye? Google Par Blog Kaise Banate Hai?

About Dharmendra Kumar

हेलो दोस्तों Digital New Hunt में आपका स्वागत है। इस वेबसाइट से मैं उन लोगो की हेल्प करता हु, जिनको इंग्लिश कम आती है। फिर भी वो लोग इंटरनेट पर कुछ सीखना चाहते है जैसे की इंटरनेट से पैसे कमाने के तरीके, अपनी फ्री वेबसाइट बनाना या किसी प्रकार की हेल्प। मेरे बारे में और ज्यादा जानने के लिए क्लिक करे ..... Read More

Reader Interactions

Comments

  1. जमशेद आजमी says

    3, April 2016 at 6:41 pm

    ब्लाग टेम्पलेटस के बारे में बहुत ही उपयोगी जानकारी प्रस्तुत की है आपने। अच्छी पोस्ट के लिए आपका आभार।

    Reply
    • vision11.nr says

      5, April 2016 at 10:52 am

      Thanks
      Jamshed ji

      Reply
  2. Moti Suthar says

    16, April 2016 at 9:27 am

    Bahut hi usefull post he aapki sir
    Aapne blog kab start kiya tha?

    Reply
    • vision11.nr says

      16, April 2016 at 5:44 pm

      1 year pahle par bloging me interest pichle 1 month se le raha.

      Reply
  3. Abhishek Meena says

    13, October 2016 at 3:09 am

    Bahut hi badhiya jankari di h aapne apne is article me. Isse new bloggers ko achcha template choose krne me aur fir use apne blog pr lagane me bahut help milegi.

    Reply
    • vision11.nr says

      13, October 2016 at 3:24 am

      Thanx Abhishek

      Reply
  4. SONU says

    31, August 2017 at 9:41 am

    sir aapka blog bloggar par hi ya wordpress par kafi acha work kiya hi aapne. Good Word,

    Reply
    • Dharmendra Kumar says

      1, September 2017 at 10:14 pm

      wordpress

      Reply
  5. Help Hindi mein says

    25, September 2017 at 7:07 pm

    Hello sir aap ki post bhut helpful hai . Visit my site for Internet tricks
    helphindimein

    Reply
  6. Help Hindi mein says

    25, September 2017 at 7:08 pm

    Hello sir aap ki post bhut acchi hai . Visit my site for Internet tricks
    helphindimein

    Reply
  7. Rahul k says

    28, November 2017 at 8:51 pm

    Very useful article

    Reply
  8. padam says

    17, June 2018 at 11:56 am

    thanks for sharing this type of post

    Reply
  9. Manik says

    16, September 2018 at 11:54 am

    Sir maine 20 din pahle blog me domain add kiye hai 5 pages 7 post upload kiye yesterday blog ko google search console me add kiye hai ab traffic utna jyada nehi lekin ab wo blog template change kar na chahta hu isme koi problem a sakte kya bataye plz

    Reply
    • Dharmendra Kumar says

      17, September 2018 at 12:01 am

      Apka blog blogger pe hai… isliye jub bhi aap template change karoge to agar apne Google search consol manually verification kara hai to wo code fir se add karna hoga. Aur settings me jakar sabhi settings fir se karni hogi.

      Reply
  10. Rakesh Raj says

    9, November 2018 at 11:53 am

    Very useful article for blogger blog users.

    Reply
  11. MANISH SINGH INSAN says

    19, November 2018 at 11:04 am

    GOOD CONTENT QUALITY AND EASILY UNDERSTAND ABLE

    Reply
  12. Pradeep Khillare says

    27, November 2018 at 11:23 am

    Sir, blog theme change Karne see Kya purani settings and mata tags fir se add karana padega ?

    Reply
    • Dharmendra Kumar says

      30, November 2018 at 11:52 pm

      blog theme change karne ke baad sabhi settings fir se karni hogi.

      Reply
  13. hnm1 says

    9, January 2019 at 2:09 pm

    Sir agar hum dusri bar theme change karte hai to meta tag firse add karna padta hai kya? please reply…

    Reply
    • Dharmendra Kumar says

      9, January 2019 at 11:53 pm

      Agar aapne direct template editer me jakar code add kara hai to jub bhi theme change karoge sabhi code fir se lagane hote hai.

      Reply
  14. Pradeep Tripathi says

    12, February 2019 at 8:51 am

    Nice post……

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कॉपीराइट © 2015–2022 हमारे बारे में सम्पर्क गोपनीयता नीति वापस जाएँ।