Aaj apko me blog ki degin change kaise karte hai? iske bare me bata raha hu. Agar aap newbie blogger hai or abhi abhi blogspot par apna blog banaya hai, to apko yah janna jaruri hai. Ache blog ke liye yah bahut importent hai ki uska collor or degin ko hum apne anusar change kare. Blog ko website ki tarah banane ke liye bahut kuch customize karna padta hai. template ko ache se setup karna hota hai.
Jin logo ko template ki coding karni aati hai wo asani se css code ki madad se or template editor me jakar blog site design change kar lete hai. Par un logo ke liye yah bahut muskil kaam hota hai jo blogger platform par naye hai. Jub tak apko yah pata nahi ki aap kaha kiya kar sakte ho blog par kuch nahi kar sakte. Blog banane ke bad hume kiya kiya karna hota hai aap hamari blogging se related post padh sakte hai. In this post hum jange ki blog ki degin kaise change karte hai ya badlte hai.
Hum yaha baat kar rahe blog digine ke bare me blog banane ke bad sabse pahla kaam blog ko ache se degin karna hota hai. Agar abhi tak apne apna blog nahi banaya to yaha click karke bana le. Jub bhi naya blog banate hai to uska degin sahi nahi hota or fonts ke formate and collor ache nahi dikhte hai. Agar aap iski degin apne hisab se set kar de to apka blog website ki tarah ban jayega. kisi bhi ache top article wale or best graphic design blogs ka traffic high hota hai. Apne apne blog domain ko google search console me add kar diya phir bhi apke blog par traffic kam aata hai to iska karan sayad apke blog ka look acha na hona ho. is post me apko bataunga ki blog ki degin apni pasand se kaise change kare or post ke fonts ka collor aur format kaise badlte hai.
Blog Ki Degin Kaise Change Kare or Blog Ke Post Me Fonts Format aur Collor Kaise Badle.
Yaha apko best degin blog banane or uske post ke fonts format collor change karne ki jankari bata raha hu. Aap isse ache se samajh kar responsive blog design bana sakte hai.
Steps
- Layout me jaye.
- Template Deginer par click kare.
Template
Background
- Background par click kare.
- Background image option par click kare ek popup window open hoga. usme aap background me lagane ke liye image upoad kar sakte hai and pahle se diye gaye kisi image ko laga sakte hai.
Bhot hi aacha jankari diya hai aapne blog settings ke bare me tnx for sharing
Nice information
Nice post about blogging
Hello sir such a nice post
Nyc post very help full post for me
hello bro kya aap mujhe bta sakhte hai ke aapne get free latest update ko kaise create kiya hai and iska color etc.
isse coding se create kiya hai…blogger or wordpress dono ke liye alag alag code hote hai.
Helpful article sir
Blog ka theme change karne par hame konsi baato par Dhyan Dena chahiye
Responsive SEO friendly Fast loading theme hi use kare aur Aap blogger par hai isliye jub bhi aap apna theme change karoge to sabhi settings fir se karni padegi.
Sab theme par ye advance option nahi aate hai or aate hai to usme kuchh hi option hai jaise Add css
Aap ne bahut hi easily sari technique smjha di thank you so much
Nice post sir thank you so much