Dosto aaj hum aapko Android Mobile Ko LED TV Se Kaise Connect Kare ke bare me batate hai. Sabi ke pass Smartphone hota hai. Inme save Video, Photo aur Game ko T.V. ke badi Screen me dekhna chahte hai to ab aap apne Phone Ko TV Se Connect karke iska maza le sakte hai. In this post LED TV Ko Mobile Se Connect Karne Ki Step by Step Puri Jankari milegi.
Image Source Google Chromcast |
Android Mobile Ko LED TV Se Kaise Connect Kare
Agar aap sochte hai ki Google playstor par mobile ko tv se connect karne wala app mil jayega, to aisa koi apps nahi hai. Apke pass HDTV, LED ya LCD koi bhi ho agar mobile ko led tv se jodna chahte hai to is post me bataye steps se kar sakte hai.
Niche jo tarike apko bata rahe hai unme se koi bhi ek Android phone ko tv se connect karne ki tricks ko follow kar sakte hai.
Android Phone Ko LED TV Se Connect Karne Ka Tarika
Kisi bhi Android Phone ko TV se jodne ke 4 tarike hote hai. Yaha hum mobile ka data tv screen par chalane ka sabhi method bata rahe hai.
Method 1: Micro HDMI Cable
LED T.V. ko Mobile se Connect karne ke liye Micro HDMI Cable ki jarurat padegi. Yah kisi bhi computer shope se kharid sakte hai.
Dhyan rahe is HDMI cable se apka mobile tv tabhi connect hoga jub is cable ka ek hissa apke tv ke HDMI port me fit hota ho aur dusra hissa apke smartphone ke Charging wale port me connect hota ho.
Steps:
- Sabse pahle mobile phone aur t.v. ko HDMI Cable ki help se connect kare.
- T.V. ke Menu me jakar Input me HDMI ko select kare.
- Apke phone me Ok ka option ayega done kare.
- Ab aap mobile ka Display T.V. par dekh sakte hai.
Method 2: USB Cable
- Apko T.V. ko Mobile se jodne ke liye USB Data Cable ki madad se Connect karna hai.
- T.V. ke Menu me jakar USB select kare.
- Ab apke phone ka sara data t.v. me show ho raha hoga.
Method 3: Wi-Fi Wireless
- Sabse pahle apne T.V. aur Mobile ka Wi-Fi on kare.
- T.V. ko Mobile Wi-Fi se connect kare.
- Connect hone par phone ke wi-fi me connected likha aa jayega.
- Ab apka mobile tv par chalne lagega.
Method 4: Bluethooth
- Apne T.V. ke Menu me jakar Bluethooth Enable kare.
- Ab phone ka Bluethooth on kar ke Device Search kare.
- Apke T.V.ka name aane ke bad usko select kare.
- Ab aap Mobile ko T.V. se pair kare.
- Ab aap jo bhi apne mobile me karenge wo sab t.v. ke screen par dikhai dega.
Method 5: Google Chromecast
Chromecast google ka ek device he jiski madad se computer, mobile, or wo sub device jisme Wi-Fi system hota hai, kisi bhi HDMI, USB port wale ya Mobile Ko Normal LED T.V. Se Connect kar sakte he. Yah pandrive ke jaisa tool he jo Wi-Fi par kam karta he. Isko T.V. ke USB port me lagaya jata hai. Chromecast Ki jayada jankari ke liye yaha click kare
Chromecast ke Wi-Fi system se computer or mobile ko jodne ke bad T.V. par dekh sakte he. mobile ya computer par jo bhi kam karenge ya koi bhi movie chalayenge aap wo sub apne T.V. screen me dikhega.
Chromecast Se Mobile Ko LED T.V. Se Kaise Jode?
- Chromecast ko T.V. ke USB port me lagaye.
- Ab iski setting ko T.V. se set kare.
- T.V. se Mobile Connect karna chahte he usme Chromecast Applecation download karke Install kare.
- Mobile ka Wi-Fi on kare or Chromecast ke Wi-Fi se connect kare.
- Ab aap Mobile ki screen T.V. par dekh skate hai.
Dosto apne jana How To connect Android Mobile Phone To T.V., Android Mobile Ko LED T.V. Se Connect Kaise Kare ummid hai ki ye artical aap logo ke liye Helpfull hogi. Agar aapka koi sawal hai ya kuchh puchhna chahte hai to aap mujh se niche comment me bata sakte hai. Aapke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe kushi hogi. Latest updet pane ke liye Facebook Page Digital New Hunt Like jarur kare.
Ye Bhi Padhe:-
Kafi nai baat btai sir aapne
kadbad to nhi hogi???
nhi hogikoi gadbad
TV Bluetooth Keefe on kare…???
Salman
Agar apke tv me bluetooth feature hai to tv ke menu me jakar dekhe waha isse On karne ka option hoga.
Tv se wifi connect karne ke liye pasword aa rha hai kya kru
password kisme aa raha hai??
mobile ko CCTV kese bana ye
Rauf
iske liye aap mobile se cctv camera banane ki post read kare.
Sir mere pas intex ki led TV hai or gione ka mobile hai. Kya mai mobile ko TV she connect kar sakta hu or kaise
aap otg cable se connect kar sakte ho.
Sir mere pas videoco ka led tv h or Mobil mi max h lekin HDMI cable se chal nai raha h ko settings batay
yah set mere pass nahi hai isliye iske bare me nahi bata sakta par aap tv setting me iska option jarur hoga jisse enable karne par apka mobile tv se connect ho jaye.
मैं usb केबल से एलसीडी पर फोटो देखूं या फ़िल्म सब बहुत ही छोटे साइज में दिखते हैं, उन्हें पूरी डिस्प्ले पर कैसे देखुँ ???प्लीज बतायें।
Tv se wifi connect karne ke liye pasword aa rha hai kya kru
password kisme aa raha hai
Bluetooth se sirf sun pa rhe he dekhne ke liye kya kare
wi fi se connect karo.
Sir Android mobile se DVD 001 setup box ko kase up date Karen
iski jankari nahi hai.
Mere paas led monitor hai usme koi option hi nahi hai kya kare
moniter me yah trick kaam nahi karegi….ye led ya lcd tv ke liye hai
Blootuth connect krne k bad b mai video n dekh pa raha led pe plz help me.
apko tv ke setting me jakar kuch seting karni hai tab aap vedio bhi dekh sakte hai.
mera samsung ka tv he usme kaise connect hoga
agar lcd ya led tv hai to ho jayega…..crt tv me ye option nahi hota.
mere pass j 2 mobile hai aur Sony led tv hai mai jab Bhi connect karta hoon mobile se tv ko to connect nahi hota hai kyu ?????
Aap kaise connect karte hai bata sakte hai details me.
Bhai mera pas gioneef103pro mobile hai aur lg ka led tv hai midel no.24lh454ahai me usb cable se conect kar raha hu tu unable to conect bata raha hai ku please… btayia kya kare
apko tv ke menu option me jakar setting karni hogi.
sir WiFi kese hack krte hai bina kisi App Ke
bina kisi apps ke nahi hoga.
kya m apne puraane color TV ko android she connect kr skta hu ydi haa to kese ….
is TV m USB KA koi option bhi nhi h so plz muje bataaye
old tv phone se connect karne ka koi tarika abhi mere pass nahi hai…jaise hi pata chalega is par article likhunga.
Ajdhhb
Samsung j7 se tv connect kese kare
T. V. Konsi hai apki.
sir led tv model 3218 32inch hai kya alag se wifi laga kar internet se movie ya koi net ka kaam kar sakte hai aur minimum price kitna hai upaay batay
aap chrom cast ka use kar sakte hai……. yah karib 1500/- aa jata hai.
Sir samsung ki led hai isme purana cpo kese attech karenge led men hdmi cable aati hai aur cpo men vga cable hai ….mene connecter se aatach kara tha lekin nahi attech hua .aur mughe vga cpo connect karna hai ..please solution btae
Samsung ka tv code kese pata karenge youtube ko connect karne ke liye…?
sorry iske bare me me apki help nahi kar sakta ……mene kabhi ye try nahi kiya
Sir mere pas simple TV h kya m Android phone se use connecte kar Santa hu
simple tv ko android se connect nahi kar sakte.
LG LED KA BLUETOOTH KAISE ON KARE
LG LED KA BLUETOOTH KAISE ON KARE
Please tell me
tv ke sath aayi menu gide me dekho iska tarika waha batya gaya hota hai.
Mere smart tv me bluthuth nahi hai..kya kare
aap chromcast use kar sakte hai..
Bahut badhiya
Sir mere pass Sony Bravia 32 Inc ka led tv Hai usme Mai WiFi and Bluetooth kaise connect kare please sir help me
WiFi and Bluetooth me se aap kisi se bhi connect kar sakte ho but dhyan rakhna hoga ki agar tv ka wifi se mobile connect karna ho to mobile me bhi wifi on hona chahiye.
YouTube se paisa kaise kamate hai
इसके बारे में मेने अपनी आर्टिकल में बताया है…आप उसको पढ़ कर जान सकते है.
Comment:meri sansui ki TV hai or lenovo ka mobile hai kisse connect karu ?
tv LED ya lcd hai to ho jayega.
Comment:sir mere pas videocon d2h ka tv he usme conect hoga
gara usme WiFi hoga to jarur connect hoga.
Mere TV me mobile sent cancer nahi ho raha he kise karu
aap kiya puchhna chahte hai..sahi se nahi sajh pa raha hu.
Mere pass 43″ f HD TV hi (smart nahi) is me Mobile connect hoga kya? Home security kise
Agar usme Wi-Fi ya Bluetooth hoga to ho jayega.
Sir Bluetooth computer ka chalega ki nahi
Computer ka nahi chalega.
Sir mere pas samsung led tv hai or samsung or vivo k android smart phone hai agr m usb ya mhl cable ya fir anycast ka use krke phone connect krunga to kya phone m wifi se internet chal jayga mns mobile data to hai agr ghr m net lgwa rkha ho or us ka use krna ho to wo use hojayga …
ha ho jayega.
Samsung j7 max ko anycast device k sath connect krta hu to late hota h nd connect hone k baad m router se phone connect krne jata hu to nhi 50 try krne p ek bar hota h nd phir volume kaam nhi krti na led m na phone m iska kya reason hai
sirtry kar rha ho me hdmi new cable laya ho 3 gante se try kar rha ho kam nhi hota